Saturday, 11 June 2016

GOOGLE PAR MOBILE PHONE KA PATA KAISE LAGAYE ---FIND MY PHONE

GOOGLE PAR MOBILE PHONE KA  PATA KAISE LAGAYE --FIND MY MOBILE PHONE 




















Image result for google map
 DOSTO AAJ HAM AAP SAB SE EK AISHI BAAT BATANE JAA RAHA  hu ki aaj ke duniya me smart phone jo rakhte hai unhe pata hona bahut jariri hai.. 
aisha kai baar hamare sath hota hai ki  mai aapna phon kahi rakh dete hai , ya charge me laga dete hai , ya hamari bhul se kahi aisi jgah rakha jaata hai , jisse ham khojte khojte thak jaate hai aur hame phone nahi mil raha hota hai .
 kaise ham aapni khoye huye smart phone ko google ke madhyam se khoj paate hai  . o bhi ham aapni phone ko bahut asaan tarike se khoj paate hai .
queit way me ham aapni phone ko khoj paate hai .
ab aap sochte honge ki  ha lekin kaise . pata lagaye .
 uske liye aapko kuch step ko follow karna hai.
usko pata lagana  bahut sral hai , bus aapko karna ye hai. ki computer me search  karo ''find my phone''.Aap google par apne mobaile ki lucation dekh sakte hai  ki bo kaha hai , aur usme ring bhi baja sakte hai .
Image result for google map


iske alawa bhi bahut si jaankari hindi me hai [radiantgaurav] par  aap unko bhi jarur padhe .

#1 . sabse pahle google.com par jaao  fir usme type karo '' find my phone '' jaise aapko niche  image dikh raha hai.
#2 . aapne aap atomaticali google par ek map aa jayega . ab aapko aapne us gmail id se login karna hai jo aap aapne mobaile me dala hai.
#3 .aap jaise hi  sing in karoge aapke mobile ko google search krne lagega .
#4 . jaise hi aapke mobaile ki lucation google ko pata chalega   google map par dikhne lagegi . mobaile ki jo location hogi uska ek area hoga 24 meter ka 
#5.ab aap us jagah par ja kar mobile ki ring baja sakte hai . uske liye ring ki button par click karo.
bus kuch pal me aapke mobaile me ring bajne lagega .
#6. ab aapke mobaile me ring bjna strt ho jyengi.  lagataar 5 mintue tak bajengi.
sabse achhibaat to yah hai ki aagar aapki mobaile silent bhi hai. to aapki mobaile ki ring bajegi o bhi full sound me .

mobaile ki location  pata karne ke liye ye function hona jaruri hai.

  • location ki service hai , o chalu hona chahiye aapke mobaile me 
  • goole aap install hona chahiye aapke mobaile me  aur sabse latest version hona chahiye aapke mobaile me 
  • us mobaile me net chalu hona chahiye 
  • ha dosto, ye jo mobile ka serch karne ka otion hamne aapko bataya o sirf abhi  lAptop pe hi kaam karta hai , mobaile pe nahi aap mobaile se pata nahi laga sakte hai aapne phone ka .



also read


agar aapko kuch bhi janna hai  to comment karke mujhe bataiye or aagar aapko  iske alawa bhi aap koi tarika jante hai, to aap hame batana na bhule .




agar aapko ye jaankari pasand aaya hai to aap aapne dosto ke sath jarur shayer kare .

No comments:

Post a Comment

Vivo V27 Pro review: All-round smartphone with focus on imaging capability

  Vivo V27 Pro review: All-round smartphone with focus on imaging capability Known for its mid-range smartphones, Vivo has leveled up from i...