Intelligent kaise bane? how to intelligent
Hello friends ! RAdiantgaurav aapke sath prepration se related bahut hiimprotant cheej share kar rahe hai..................................... kahi aap is baat ko samjh rahe honge ki aaja kal har insaan me ek intelligens ka hona bahut jaruri hai . jo hamare liye bahut jaruri hai.. aajkal ke time me har insaan ko intelligent hona bahut jaruri hai . jaruri kya hame intelligent hona hi chahiye.. koi insaan aagar kisi bhi ek field me kamjor rah jaye to wo insaan aapne zindagi ke race me bahut piche rah jaate hai .
fir chahe o koi ho. aaj student ka value jyda hai , chahe o student hi kyu na ho, ya bussiness man ho ya aam admi.... chahe sports ho ya study........ bussiness ho ya partnership aagar aap intelligent ho to aapka kaam bilkul asaani se mannege ho jaata hai. aaur aap aapne kaam aur game aapne study ko enjoy kar paate hai , aur usme behtar kar paate hai... aur aap aapni intelligens ki wajah se hi , aap bahuto ko chhor kar aapne aap ko behatar bana paate hai... wahi ek aisha aadmi jo intelligens ke mamle me pichhe raha jaat hai.. aur wahi insaan hamesha paresaan rahta hai , aur frustration ka sikaar ho jaata hai. kyunki us se koi bhi kaam us trah se nahi kar paata hai , jo o jis trah se chahta hai , ki ham is trah se is kaam ko kare, but o kar nahi paata hai,
o chahta to hai , ki mai is kaam ko achhe se karunga , but o kar nahi pata hai, kyu ki o frusration ka sikaar hai, kyunki ki usme utni inttelins nahi , aur use aapne aaap par belief bhi thora kaam hai9.
isliye kuch bhi karne ke liye intelligens jaruri hai. isliye aap aapna pahle intelligens ko achha kijiye. achive power ko badhaiye......
aur last me ye hota hota hai. due to lack intelligence.
so ham aapni is study help and guidance and stori , insprational stori ki shuruaat in hindi website ki shuruaati ke baad mai aapko ek toppick ke baare me bata raha hu. ki bakai me aap intelligens kase bane.. ....
dosto, is post ko aap dhyan se padhiye aur is article me bataye huye points ko samajh kar aapne zindagi me apply kijiye/... bahut positive result milega aapko , is baat ki guarantee hai . aapko jarur positive result milega...
aur haa jab ye aapko achha lage tab aap ise aaapne friends ko bhi bataye.
Intelligent banne ka trick or tarika
1. books aur newspapers padhte rahe .......
Aaj ke time me sabse improtant requirement ho gayi hai. iski improtance life me har jagah hoti hai.
har comptition exam me current affairrs section me sabhi question recent news and incidents se related hi aate hai , so regular newspaper aur books reading karne ki aadat daliye.
aagar aap aisha sochte hai ki exam ke time par koi book lekar padh lenge, , usmwe utna achha nahi banegi, jo but regular updates rahne se hoga, so aap regular hi, padhe books aur newspaper .... dosto, jamana bahut tej chal raha hai isliye aapko current news , General knowledge , poltics Games etc ke baare me puche jaane par pta hona chahye . iske bajah se aap aapne school ya college group me sabse behtar banoge , aaur aapki dristi kisi ke traph rakhne ki jarurat nahi padegi, sabki drishti aapke traf rahengoi.. let us>.. aapke office me kisi discursion ke dauraan aapke boss ne recently hui kisi incident ke baare me puch liya , aur aapko uske baare me kuch pata nahi hai. to kitna Embrrassing feel hoga ye aap samjh sakte hai.
so, the points , regular book , newspaper ke sath updates rahiye and tv ke sath bhi.it's necessary and also good for yyou future. is traha se aapne aap paas hone wale cheeje se updates rahna hoga.. jaise ki next entrance exam kab hone wala hai , recently hui Exam me cut off kitni rahi aur admissions ke liye kaun saa school ya college best hai ya hoga . ye sab bahut hi jaruri hai , jaankaari rakhna.
2 PRActically sochnA shuru kare
::: aur ha koi soche ya nahi aap shuru kar de
koi bhi insaan aapne soch ko develop karna chahta hai, but u kar kyu nahi pata hai. har koi sochta hai ki mera soch sabse utam ho , but o sochta hi rah jaat aahi, lekin uska soch utam nahi ho pata hai, aisha isliye , ko aapni soch ko practically nahi karta hai. aur aapne soch ko develop karne ke liye aapne soch ko practically karhna hi hoga, aur insaan yahi nahi kar paate hai,.
kisi bhi insan ko aapne soch ka pta tab chalta hai, jab o aapni soch ko practically dekhta hai.. koi bhi kaam karne se pahle hame dimag lagane padte hai. aur dimag ko chalane ke iye practically sochna bahut jaruri hai.. aaj ki duniya me paractcally sochna bahut jaruri hai. itna ki bagair soche nahi ho sakta hai, ya mind ko develop nahi kiya jaa sakta hai., so if you want ki is 21 st cencuri me aapke har faisale ko sab passand karte ho. aapko aapni soch ko practically sochne ki koshis karni hi chahiye.. jo bhi kaam aap karne ki koshis karte hai uski feasibility kitni hai , is baat ka bhi dhyan rakhna hi chahiye ki utna hi hame jaruri hai. jitna uske baare me planning karna . aapne thoughts kev sath clear rahna sikhna chahiye. kabhi bhi kisi cheej ko lekar confussion nahi rakhni chahiye, warna aap jaane anjaane me aur bhi galti karti hi jayeng....
Body ko hamesha fit rakhe.....;;;;;;;;:::
dosto, aapne jarur suna hi hoga ki Ek healthy body me hi ek healthy dimag basta hai. to iske liye aapke body ko heldi rahna bahut jaruri hai.. ham ye nahi kar rahe hai ki aap jym jaa kar aapna mussals banaye , mera aisha kahna nahi hai. ham ye kah rahe hai ki god ne hame jo body diye hai use hame sunder aur heldi banaye rakhne chahiye , ye hamara furz bhi hai ,aur jarurat bhi. isse aapka impresion dusro ke samne achha padega. log aapse baat karne ke liye majboor ho jayenge. or iske sath aap samrtly logo se baat karene.. aur isse double impression padega. , log aapse baat karke , aur aapke fit body ko dekhkar aapke intelligens ka pata laga sakenge
Group Discussion
ye aapke life ke liye behad improtant hai.. ye kisi bhi insaan ke life ke liye bahut hi improtant hai. aksar log ye nahi kar paate hai..
Group discussion ka ek common meaning hai, aapne friends ya aapne seniors ke sath kisi topic ke upar serious discussion karna.. unke sath baithne se aapko logo ka expreence ka pata lagega, ki jaise ki aapke seniours aaj kya kar ke aaj successes ful insaan bane. kisne kya galti ki aur aapko aapne life me kis trah se desigens lene chahiye.
group discurssion aap kisi bhi topic par bkar sakte hai, Group discussion aap current affairs ya kisi ke exprience ke baare me kar sakte hai ya aap koi bhi topic par kar sakte hai. issse aapko shikhne ko to milega hi, aur sath hi sath . aur alag alag log ka soch ka bhi pata chalega., aur o kaise soch rahi hai , aur duniya kitni aage jaa chuki hai.... ye sab karne se aapka dimag to open hoga hi sath me, thinking bhi positive hogi...
Group discussion ka ek common meaning hai, aapne friends ya aapne seniors ke sath kisi topic ke upar serious discussion karna.. unke sath baithne se aapko logo ka expreence ka pata lagega, ki jaise ki aapke seniours aaj kya kar ke aaj successes ful insaan bane. kisne kya galti ki aur aapko aapne life me kis trah se desigens lene chahiye.
group discurssion aap kisi bhi topic par bkar sakte hai, Group discussion aap current affairs ya kisi ke exprience ke baare me kar sakte hai ya aap koi bhi topic par kar sakte hai. issse aapko shikhne ko to milega hi, aur sath hi sath . aur alag alag log ka soch ka bhi pata chalega., aur o kaise soch rahi hai , aur duniya kitni aage jaa chuki hai.... ye sab karne se aapka dimag to open hoga hi sath me, thinking bhi positive hogi...
Be mature , aap kitne mature hai. kisi bhi mamle me.
in sab ke siva bhi ek point hai ki aap kitne mature hai. friends ye to khair aapke upar depend karta hai, ki aap kis mamle me kitna matture karte hai. ye aapke thinking par depend karta hai. aap kya sochte hai, akhir aapke mind me kya chal raha hai., aaap kis type ki baate sochte hai, ye sab bahut hi mature karta hai. doston, ye aapke upar depend karta hai ki aapka maturity levele kitna hai., aur haa aap kisi bhi cheej ko kitni asani se samjh sakte hai.. aagar aap mature nahi hai tro aapko aur aapke baate ko koi bhee sriously nahi lega.. kisi ko impress karne ke liye chahe o ladki ho ya aapki boss YA APKA koi senior aapni soch aur aur behaviour ko mature banana padega.;..... all right...
MAke a schedule:::_
Is duniya me 75% se jyada log is baat ka dhyaan nahi rakhte aur yhi karan hai ki is duniya me bahut kam log hi, super successful bante hai. ek insaan jo koi naukari karta hai , aur har mahine milne wali paisho se aapna parivaar chalata hai ., vo ek common main hai. ha leki successesful ek alag hi class hoti hai. successful aur common logon ke beech ka sabse bada fark create krta hai sheduale.
aap bhi aapni life me ek aam admi nahi ek safal insaan banana chahte hai. to sheduale ke hissab se chalan shuru kar dijiye. issse koi fark nahi padta ki aap 10 trh class ki ke student hai ya kisi company ka ceo , aap tab tak safal nhi ho sakte , jab tak aapko aapne shedule ka sahi pata nahi hoga. safal logo ke pass ek ek minute ka sheduale hota hai. kab sona hai kab uthana hai, kab exercise karni hai. kab party me jaana hai. aur kab kaam karna hai. wo aapne sheduale ko strictly follow karte hai. hame bhi agar safal insaan banna hai to , hame bhi ek safal insaan banna hi padega. is trah se sdafal insaan ke sabhi kaam sahi time pe hote hai. aur sahi tarike se bhi hote hai.aur yahi wajah hai ki o safal kahlaate hai... so, friends start living with your sheduale now. aisha karne se aapka ek minute bhi kharab nahi hoga.. bus aapko aapne aap se promise karna hoga. chahe jo ho jaaye aap aapne sheduale ko follow karenge... dosto yahi ek intelligens insaan ki nishani hai. aagar aapko koi bhi problems ho ya dout ho to aap neeche comment karke kabhi bhi kuch bhee puch sakte hai..
dosto aagar aapko koi bhi problems hoti hai to aap hame comment kar ke puch le
good baaye dosto. hamne aapke sath jo article share kiya o bahut hi useful hai...
Intelligentkisebane read this before start study
ReplyDelete