Monday, 16 May 2016

NAVY JOIN KARNE KE LIYE KYA KARE ? HOW TO JOIN NAVY

NAVY JOIN KARNE KE LIYE KYA KARE ? HOW TO JOIN NAVY



 hhh  ,.
\111115-N-CT127-047
GULF OF ADEN (Nov. 15, 2011) Sailors and Marines form a Navy “N” aboard San Antonio class amphibious transport dock ship USS Mesa Verde (LPD 19) during the making of a spirit video for the Navy versus Army game. Mesa Verde is deployed as part of the Bataan Amphibious Ready Group supporting maritime security operations and theater security cooperation efforts in the U.S. 5th Fleet area of responsibility. (U.S. Navy Photo by Mass Communication Specialist 2nd Class Josue L. Escobosa/Released)







HELLO DOSTO KAISE HAI AAP SAB , WE HOPE AAP LOG BAHUT ACHHE HONGE. MERE BHUT AISE DOST HAI JO MUJHSE  NAVY SE RELATED QUESTION PUCHHE , IS LIYE MAI AAJ SAB KO  NAVY SE RELATED POST LIKHA RAHA HU .

 jisme navy join karne ke liye kya karna padta hai . ke baare me jaankari di jayengi  uske liye aapko ye post pura padhna hoga , 
check out  below to see some navy  information .




step1 . bharti ke liye kya kare 

At this point , qualification  and life  ke liye kuch common  question hote hai  jisme navy se related benifits  and iss  area me career jisme aapko intrest ho , to is time aap ek local harty ke liye apply kar sakte ho , kisi bhi gap me aap is bharti ko fill kar sakte ho  and also aapne avalible carieer  option and educationl  opportunities  ke baare me jaroor  discuss kare . bharti ke liye  aap different ways . navy  join karne ke liye aap  apna out line ready kar sakte hai .
\

step2. family and friends ke sath share kare .


 dosto , navy ko join karne ka ideas easy nhi hota hai , so aap achhi trah se navy ke baare me baat kare ya uske baare me achha se jaan le 


Navy ko join karne ka idea easy nahi hota hai. So achi tarah navy ke bare me baat kare, isme aapka hi fayada hai and yahi karan hai ki aap ek lifetime opportunities paate hai. Introduce them to NAVYForMoms.com. Iss online community me aap apne thoughts and questions ko share kar sakte hai unn logo ke sath jo already navy me kaam karna pasand karte hai ya vo log jo already navy me kaam kar chuke hai. Also, feel free to invite your recruiter to meet with your family. Vahan jo bhi aapke help ke liye honge vo aapke questions ko more detail me answer de sakte hai.

Step 3 : Apni Application Daale





Now yahi time hai apply karne ka. But ussko apply karne se pahle, aapko ye decide karna hoga ki aapko kya pursue karna hai : Enlisted or Officer position. But uske liye sabse pahle apni school education complete kare then aapke paas navy join karne ka options hota hai. Jab aap apne recruiter ke sath miloge to he or she uss application ko fill karne me help karega.

Step 4 : Get Processed






Everyone jo military join karna chahta hai usse Military Entrance Processing Station (MEPS) ke through jana hi padta hai. Aisa nahi hai jahan military service ke liye applicants ko enlistment process ko complete karne ke liye jana padta hai. Aap sure rahe ki navy me seva karne ke liye aapko physical, academic and moral standards ko pura karna hoga. Yahi process vocational aptitude, career counseling, physical exam, background screen and bharti ki shapath ke liye testing bhi includes hoti hai. Iss process ke bare me or janane ke liye Official MEPS website me ek baar visit jaroor kare.

Step 5 : Traning Shuru Kare





Ye immensely important hai ki har Sailor jo navy me seva karne ke liye apne career fields ke bhitar apne game ko top par rakhe. Isliye training unparalleled hai, in depth, hands – on and challenging. Ye depend karta hai chahe aap ek Enlisted Sailor or officer ke roop me commissioned kiya jaa raha hai, training varies hota hai.
Officers ko Officer Development School ya Officer Candidate School attend karna chahiye. In short, aapko ye janane ki jaroort hai ki ek navy career endless opportunities, generous benefits or world me difference banane ka chance pura karta hai.
So guys here we shared with you some tips about what to do for navy. Thankx for visiting our site and to get more information about other article then stay tunned with us. Be happy





dosto aap log ko koi aur jaankari chahiye to aap hame jarur share kare  ya comment kare .

topperguru.com

No comments:

Post a Comment

Vivo V27 Pro review: All-round smartphone with focus on imaging capability

  Vivo V27 Pro review: All-round smartphone with focus on imaging capability Known for its mid-range smartphones, Vivo has leveled up from i...