INTERNET KI SOME AMAZING KNOWLEDGE AUR INTRESTING FACT HINDI ME
AAJ INTERNET KI DUNIYA SE AAJ PURE WORLD ME SHAYED HI AISA KOI HO JO , AABHI TAK INTERNET KE BAARE ME NAHI JAANTA HAI , LEKIN MUJHE AISA NAHI LAGTA KI KOI ANJAAN HO .
]
jab se is duniya me internet aaya hai ,internet ke aane ke baad bahut se kaam asan ho gaye hai ., aagar aap bhi agr internet use karte haI ,TO JARA SOCHIYE KI AGAR INTERNET NAHI HOTA to aapka kya hota ,,aap apna information kaha par jaa kar dhunte , ,aap bahut se kaam apne internet ke bina kaise karte ,, agar facebook ,twiter jaisi social website nahi hote tab aap aapne dosto ka contact me kaise aa pate ,ya kaise aapne dosto ke contect me rahte .
ha dosto, jab se internet aaya hai ,puri duniya ka najriya hi badal gaya hai .
\
aaj internet ke bina rahna bahut hi muskil kaam hai , sabhi milakar internet ke aane se hamre life me bahut sari changing aa gayi hai.
example , jaise ham internet ke hone se ham jyada se jyada kaa ham ghar par hi baith kar kar lete hai , aur ham kahi jaane ki paresani se bachte hai.
internet ki madad se ham kya kya karte hai.
>online shopping karte hai,
> online mobaile recharge karte hai.
>online paisa kama sakte hai
>online koi bhi jaankaari le sakte hai.
>exam ka results online dekh sakte hai.
.>dosto se ham jude rah sakte hai , internet ki madhyam se.
ye baat ekdum sach hai ki , aap aagar internet nahi hota to aap mera post , matlab aap radiantgaurav.com ka bhi post nahi padh paate .aap ye post padh rahe hai ,to bau internet ki wajah se . dosto, mai inhi sab ko dekh kar mai aapko internet ke kuch amazing facts ko aapke sath shayer karunga , ekdam sure.
dost, mujh pe yakin karo ,aur ise jarur padho ,ye facts bahut hi intresting hai , aapko padhne me bahut maja aayega .
internet ke baare me amazing or intresting facts:::----
FACT 1:;- INTERNET PAR FIRST WEBSITE 6 AUGUST 1991 KO ONLINE HUA AUR US WEBSITE KA NAME,info.cern.ch tha
FACTS 2::- internet par 800 milion se bhi jyada website hai, aur unme se bhi 350 milion se bhi jyada blog hai.
FACTS3:;- internet par 500 se bhi jyada new domain every hour aur 45 milion per year registerd hote hai ,
FACTS4::- pure duniya me jitne log rahte hai , unme se 40% log internet ka pryog karte hai,
FACTS 5:::-internet par 3000 se bhi jyada website hack ho jaat hai.
,
FACTS 6:;-youtube par sabse pahla video"'meet at zoo" ka name se 23 april 2005 ko javed karim ke dwara upload kiya gya tha ,
FACTS 7::- youtube par har ek secund me 100000 se jyada video dekha jaata hai.
FACTS 8:;- youtube par sabse jyada dekha jane wala video hai,"'Gangnam style""" jisko abhi tak 2,573,367,187 se bhi jyada baar dekha gya hai.
FACTS 9::- twiter ke kuch baate
>twiter se pahla twite 21 st march 2006 ko huaa tha
twitwer par 310 m user hai.
> aaj twiter par 1b monthly traffic aata hai.
83% active use hai
>3800 log kaam karte hai twiter pe.
35+ se jyada jagah office hai twiter ka
40+ language spot karta hai , twiter
FACTS 10::- india me 25 cror se bhi jyada log internet ka prog katre hai.
FACTS 11::- mark zugarberg{founder of facebook} ke original facebook profile number id 4 hai
FACTS 12:;- internet par first email 1971 ko ray tomlinson ke dwara send kiya gaya tha
FACTS 13:;- internet par pahla register domain name symbolics.com hai
FACTS14::- facebook par ek secund me bhi 50000 se bhi jyada like kiye jaate hai.
FACTS 15::- internet par 37% se bhi jyada porn website hai.
FACTS 16:;- whatsaap par har ek secund me 250000 se bhi jyada msg send kiye jate hai .
FACTS 17:;- google adwords me sabse mahnga keywords hai"''insurance""
FACTS 19::-
FACTS 20::-
FACTS 21:;-
FACTS 22::-
No comments:
Post a Comment