Hi dosto kya aapne affiliate marketing ka name suna hi hoga ?agar suna haI to achhi baat hai .
is post me mai aapko affiliate marketing ke baare me bataunga ,details me . mai aapko batane jaa raha hu ki akhir affiliated marketing kya hota hai ..aur mai aapko ye bhi bataunga ki kiss trah se aap aapne blog aur website se paisha kama sakte hai . affiliated marketing se . aap affiliated marketing se kis trah se paisha kama sakte hai .
\
Agar aap adsense ka use karte hai to bahut achha hai to aapko aur maja aane wala hai kyunki aap affiliated marketing se , aur bhi jyada rupya kama sakte hai . easy way me .
- affiliated marketing kya hai .
dosto,sabse achhi baat yah hai ki , ham jaan lete hai .ki affiliated marketing kya hai.
aap to jaante hi hai ki aajakal online sopping ka kitna hor chala huaa hai .
chahe o clothes ho ya shoes ho , web hosting domain ya kuch bhi matlab , aab aap samajh gaye hai ki kitna hor hai onlone marketing ka , matlab ki ab sab kuch online bikne laga hai . aur india me bhi iska bahut hi jyada tred chala huaa hai.
toh jitni bhi online companies hai wo aapna product bechne ker liye aapna promotion karwati hai .
aagar aap bi uski product ko promote karte ho to aapko o compani aapko kuch camistion deta hai .commission depend karta hai hai ki product kis prakaar ki hai .
toh jab aap company ke product ke banners ya link ko apne blog ya website par lagaate hai , to koi visiter us par click karke shopping karta hai . to aapko uska commision mil jAATA HAIA.
INDIA KE LIYE BEST AFFILIATE MARKETING COMPANIES.
SABSE PAHLE YE JANANA JARURI HAI KI kon kon sa company affiliated marketing ki service deta hai .aur ye bhi dipend karta hai ki aapka blog ya website kis topic par based hai . kis toppic par adharit hai.
#1.flipcart::-- kahi aap jante bhi flipcart india ke no 1 par hai shopping website hai .,aur is website par car ,bike ,clothes,fashion accessorories, mobaile phone , computer, laptoips, etc aur lagbhag sab kuch uplabdh hai .
to yaha se aapke liye benifit ho sakti hai .
to mera manana hai ki pahla suggestion flipcart affiliates hai.
#2.Amazon::-amazen ek aisha online shopping website hai ki pure world me femous hai . aur ye india me bhi bahut femous hai . ise india ke log amazon .in ke name se jaante hai .to aap ise use karke sabhi country ko target kar sakte hai ..aur mai aapko bata du ki in par bhi sabhi trah ke product milte hai.
#3.snapdeal::-- snapdeal bhi affiliate marketing ki serve provide karti hai .. ye bhi bikul flipcart ki trah hi hai . aur inki bhi policy bahut achhi hai .
#4. hostgator.::--agar aap blogging ke field me thora bhi jyda expreance hai , to aap bhi hostgtor ke baare me jante honge ., ya aap inka name bhi jarur suna hoga . ye ek webservice company hai..jo hosting aur domain provide karti hai . agar aap seo se related post likha karte hai , to aapko inki affiliated kaa m aa sakti hai..
dosto , aapko aise bhi bahut saari compani ke baare me janana hai ki kon kon si company affiliated marketing support karti hai..
aako kisi bhi comapni ke baare me pata karna hai ki ye compani affiliated ka kaam karti hai ya nahi .
aap google me simpaly me kisi company ke aage affiliateds likh dijia , fir jo google ke first page ke upar aayega ,, usko dekh kar pata laga lijia ki o affiliated marketing provide karti hai ya nahi.
Affiliate marketing ka ads lagane ke liye set up.
- sabse pahle aap aapne blog ke topic ke anushar comapani ko choose kare.
- aagar aap chahte hai ki flipcart ke liye apply kare ti , neeche link se jaa sakte hai flipcart affiliate
- aapko email se regester karna hai .
- registaition karne ke baad aapko kuch jaruri information ko fill karna hai .
- jab aapka profile completet ho jaye to aapko aapna website profile ko fill karna hai .
aagar aapki website blog nahi hai to aap link ko kahi or bhi laga sakte hai as :L; facebook group me .
\youtube par laga sakte hai .
- aap dashbord ke menu me overview option se jaakar kisi bhi product ka link generet kar skte hai . aur usko aapne blog par pest kar5 sakte hai .
- jis trah se ham flipcart ka exam diye hai aap usi trah se . amazon aur snapdeal ka bhi set kar sakte hai..
kya ham adsense ke sath affiliated adds laga sakte hai.,
ha dosto , koi problems nahi aap laga sakte hai , aagar aap adsense use kar rahe hai to bhi aap affilates ka add laga sakte hai.google adsse isko allow karti hai.
aap chahe to aap google adsense jyada . affiliated se kamna sakte hi.. fir aapko adsense ke litye rona nahi parega .
- agar aapke blog par aapke achhe khase visiter hai , to aap waha laga sakte hai , aur aapko achha responce bhi milega.
- facebook group me bhi aap laga sakte ho., aagar jyda memberwala group hai top aap waha laga sakte hai.
- youtube ke chananael me laga sakte hai .
mujhe umid hai ki
- mujhe ummid hai ki aapko ye post achha lga hoga . aagar aapko koi problems hai to hame bataye coment karke puch sakte hai ..
agar aap affiliated marketing se achhi khasi kamai kar rahe hai to jarur baqtaye.
all the best
thank you.
No comments:
Post a Comment