WEBSITE[ BLOG] ME BADHIYA DOMAIN NAME KAISE SELECT KARE ?
DOST AAP EK BLOG BANA LIYE HAI , TO BUS AAPKO AB
SELECT KARNA HAI , DOMAIN NAME, TO DOSTO , AAJ KE TIME AISA
DOMAIN NAME SELECT KARNA JO SERCH ME ASAANI SE AA JANA CHAHIYE.
, YE SABSE PAHLI STEP HOTI HAI , AAPNI BLOG KO SAFLTA KI OR LE JAANE KI
SUCCESS KI TRAF LE JAANE KI
JISKI MADDA SE HI HAME BLOG ME ACHHA RANKING MIL PAATA HAI , US DOMAIN
NAME KI WAJAH SE HAM ACHHA RANKIN LETE HAI , KYUNKI JITNA JYDA SERCH ME
AAYEGA , UTNA HAME TAFFIC MILTI HAI , AUR US TRAFFIC KE MADHYAM SE HI
HAME ACHHA RANKING MILTI HAI.
HIGHT QUALITY KA DIMAIN ASANI SE GOOGLE RANK LETA HAI, AUR SERCH ME BHI ASANI SE FIRST PAGE PE SHOW KARTA HAI.
SHURU ME JYADATAR BLOGGER YAHI GALTI KARTE HAI KI SHURU ME KOI BADHIYA DOMAIN NAME NAHI LETE HAI , AUR AAGE UNHE BAHUT PARESAANI HOTI HAI. FIR UNKO BAHUT PARESAANI HOTI HAI.
GOOGLE ME AAPNE BLOG KO RANK KARNE ME YA FIR FAIL HO JAATE HAI , AUR FAIL HO KAR BLOGGING BAND KAR DETE HAI .
KISI KA BHI JO BLOGGING START KARTE HAI , UNKA SABSE FIRST WORK HOTA HAI , BLOGGING ME AAPNA CARIER BANNANE KAA ,
EK AISA DOMAIN NAME REGISTER KARNE KA , YA KIYA JAAYE , JO HAME ASANI SE
RANK DILAYE , HA OR SABSE HAT KAR BHI HONA CHAHIYE .
TO CHALIYE DEKHTE HAI , KI HAME KAISE AAPNE LIYE HIGHT QUEAITY DOMAIN NAME SERCH Karni chahiye.
kaise
high
quality
ki domain name search kare
ya select kare
dost kabhi chota domain hi select karna chahiye ki kyunki chota domain badhiya hote hai .
domain name aagar chhota hota hai ,to badhiya hota hai .achha rahta hai, logo ko bhi yaad karne me
assani hoti hai . aur logo ko jldi yaad bhi ho jaat hai . aur o direct bhi type karke hamari site ko khol sakta hai. aur hamari site pe aa sakta hai..
mere aapse suggestion hai ki aap apna domain name 13 word se jyada use na kare . jaise ki mera SITE
JAISE 13 WORDS KA HI HAI , IS TRAH SE AAP BHI 13 WORD SE JYADA KA DOMAIN USE NA KARE .
YAAD RAKHNE ME KISI KO ASSAN HO
EK AISA DOMAIN NAME JO KISI KO BHI YAAD RAKHNE ME ASSANI HO , agar jo aapke
site pe aana chahta hai, use koi paresaani na ho , aur vha use jld yaad ho jaaye use koi paresaani na ho
aap domain me aisa hi words use kare jo ki vha aapke site se sambandhit ho .,
iska ye benifit hoga ki koi aapke site pe aayega , to vha fir se bhi aapke site pe aa sakta hai .
kytu ki us site ka mane use yaad rahega , aur vha kisi ko bhi bata sakta hai ki , ye bhi koi site hai .
jaise aap aapne dost se kah sakte ho ki RADIANTGAURAV BHI EK SITE HAI .
AAP APNE SITE KE LIYE aap kosis kare ki .com extenstrion lene ki kyuki ham kisi bhi site ko kholna chahte hai , to .com hi hoga , aisa sochte hai . is liye .com hi le kyunki
ye bahut popular hai . com wase to , log . net , .in bhi lekar chalate hai .
ha aagar aap ne desh bhar ke liye , lena chahte hai to , aap .in lekar chla sakte hai.
kahne ka matlab hai ki aesa sabd use kare jo aapke blog ko descriptive kare , ya aisa sbd jore jis se
aapke blog ke baare me pata chal jaaye ki aapka blog kis chij ke baare me hai . ha kisi ke blog ke copy na kare , aap aapnea khud ka brand banye jis se ki , aapke baare sab ko pata chal sake . \\
aap aise sabd bhi le sakte hai , jis ka koi matlab nahi nikalta hai , jaise labnol .org ye , jo india ki popular blogger site hai . aisa koi jaruri nahi ki domain name ka matlab ho , aisa koi jarurinahi , bus chota hona chahiye ,
jo ki aapke liye bahut faide mand hai. bus chhota hona chahiye.
number aur hyphense use na karev
bus aap number aur hyphense use bhul kar bhi na kare , aap use kar sakte ho , aap ajaad hai , ha lekin aap na use kare to achha rahega.
ise yaad rakhna to dur , type karne bhi muskil aati hai .
sabse hat kar domain name rakhe
sabse hat kar domain rakhne se bahut fayede honge , bahut log to aise galti karte hai ki , jo pahle se kuch hai , useme kuch add karke , aapna domain name rakh lete hai domain to register kar lete hai , klekin haa aise me unhe nirasha hanth lagti hai , aisa karne se o logo ki najar me ek copy cut hi hota hai , log asaani se samjh bhi jaate hai , ki ye ek copy cut hai .
aise domain name rakhe jo ki , aap khud se pahchana jaaye . kisi ka domain na us ekare . copy mat kare
aagar aap kisi kaa domain se related domain lete hai , to aap uska hi bus promotin karne me lage huaye hai . is liye katai na copy domain use kare
-domai name jAHA tak ho 3 hi words ka select kare , jaha tak ho aap aapna domain name chota hi rakhe , aagar aapko chota domain name na mile to aap bara le sakte hai .
aap site aur dumain name ek jaisa hi select kae , behatra rahega .
domain name generate ka istemaal kare .
ham insaan hai , aur har insaan ki sochne ki bhi limit hoti hai . sab ki soch ek jaisa bhi nahi hota hai .
No comments:
Post a Comment