Monday, 9 May 2016

HOW TO TAKE THE RIGHT DECISION BY GAURAV KUMAR IN HINDI

HOW TO TAKE THE RIGHT DECISION BY GAURAV KUMAR IN HINDI


 DOSTO ,AGAR AAPKA INTREST HAI KISI kaam me  us me maja aata hai use karne me , aur abhi tum kuch kar rahe ho , kya us kaam ko karna chahiye ya nahi ? karna chahiye , 
 iska na koi hard and fastful nahi anhi , dosto aagra aap meri , sare  article padhto ho to , , ise aap liner tarike se mat padho,, sirf aap is article me thouths ko dhyan me dhyan do ,  

 jaise , abhi koi kaam kar rahe ho , example tum abhi padhai kar rahe ho, to  ,ye carier jo tumne chuj kiya hoga ,  soch smajh kar hi , ya wajh aapki kuch bhi ,ye aapki apni man ho ya aap aapne parents ke traf se chuse kiya hoga |
 us time pe jarur soch samjh kar hi chose kiya hoga 

soch samjh kar hi aapne ye aap apna carier chose kiya hai,  jisme ek finencial outcome ka ek bahut rol hota hai , 
 ki aage  ja kar ham yaha se ye kar sakte hai , job le sakte hai ya fir kuch aur kar sakte hai . aisa kuch soch kar hi aapne ye carier chose kiya  hoga, ye sure hai .
, what ever it ,  aapne koi na koi option socha hi hoga ,, aapni traf se , ab man karta hai ,ki kuch aur karne ka , , ho sakta hai ki aap jo abhi kar rahe hai , aapko lagta hoga ki ,isme bahut bara scope hai , lekin jab aap un logo se baat karenge jo ki ye kar chuke hai   jab aap uski deft me jaoge ,aur jo kar chuke hai un se baat karoge , , tab aapko samjh aayega  ki isme koi potenstial  hi nahi , ha lekin jo tum kar rahe ho jo aapka passion hai , usme aapki kuch  abhi fainecialy kuch najar nahi aa raha hai , ho sakta hai ki aapko uski defth me jaao to ,aapko pata chalta hai hai, ki yaha par to bahut kuch kiya jaa sakta hai , ab aapko samjh aa gaya hai ki yaha par bahut kuch kiya jaa sakta hai ,, to aap aapko ye karna hai ki ,soch samjh kar  fir ek decigen karna hai ,  jo ki quet dedly  combination hai >



dosto , mai aapko bata du ki ,aapki koi desire hai ki aapko ye kaam karna hai , aur budhhi  samjha hai , agar ye dono aakar  ek sath mill jaye to ye ek dedly combination hai .
isi combination ke base par hame chalna chahiye 
 hame confeusion tab hota hai ,ki hamari desire  kuch aur hai ,aur hame us kaam ki jaankari hai hi nahi ,

 ham kisi ke defth me jayenge tab to mujhe sari jaankari hoga , 

,ab ho ye raha hai ki aap aapni desire ki workcenery ko dekh kar dar jaate hai , aagar aap dekho to ,aap jo paresent me kar rahe hai , us me bhi workcenary ko dekh kar dar jaoge , 
ye sabse bari problems hai , jo  hmari desire hai uske workcenery ko dar jaate hai ,lekin aap jo kar rahe ho uski workcenery ko dekh kar nahi darte hai , kyu

 ab aap to samjh rahe ho ,  jaha par ja kar hamre ander jo desire hai hai ,uske deafth me jayenge ,  aur uske liye aap  bahut jyda prepration karo , jitna deef me ho usse aur kahi aur  deef me jaao ,  ,  aur jab aap itna kuch jaan jaoge , aur aapni  knoledge ko collect karo , aaur  ,aur kuch janne ka kossis karo ,aapko lagta hai ki ham bahut kuch jaan gaye , to aap aur bahut kuch janne ki kosis karo>
,  agar aapko ek baar koi kaam samjh aa jaye to aap koi kaam aisa kaam nhi jo aap nahi kar sakte hai ,  mujhe nahi pata ki meri passion kya hai , aur aap thak jaate hai , aagar aapki jo passion hai , aagar aap wahi kaam kare to aap thak hi nahi sakte hai , , aagr aapki man kya kah raha hai hai,
 jaise mera man hai ki mai article likhu to us me galat kya hai . agar galt nahi hai to mai karunga , 




dosto jo kaam insaan karte hai ,jo kise makore bhi karte hai , to mujhe kire makore nahi ,insaan baqn kar zina hai to ,mai kire makore ke trah kyu  behave kare .
 dosto , insasan wahi jo man aur budhhi se kaam leta hai , 
aap aage badhte jaiye ,uske liye aapko kitni bhi sacrifice kyu na karna pare ,aap karte jaiye,

dosto man me jo achhe kaam aa rahe hai  us pe tike rahe ,aur jo galat hai use mind se nikal dijia .




dosto | kaisa laga aap mujhe bataye .


mera facebook page like kare



No comments:

Post a Comment

Vivo V27 Pro review: All-round smartphone with focus on imaging capability

  Vivo V27 Pro review: All-round smartphone with focus on imaging capability Known for its mid-range smartphones, Vivo has leveled up from i...