Tuesday, 10 May 2016

GOOGLE GMAIL PAR EMAIL ACCOUNT KAISE BANAYEjaruri??

GOOGLE GMAIL PAR EMAIL ACCOUNT KAISE BANAYE??

AGAR AAP 21  B SADI KE AAGAR AAP HAI TO , AUR AAPKI  KOI EMAIL ID NAHI HAI TO , ISKA MATLB YE KI AAP ABHI BHI 20 B SADI  ME JI RAHE HAI.
 AAP SAYED JANTE BHI HONGE KI AAJ KE SAMAY ME,EMAIL ID KITNA JARURI HAI. HAR JAGAH ,EMAIL ID KI MANG HOTI HAI HAI. EXAMPLE :::-- SCHOOL. COLLEGE,OFFICE,APLICATION FORM, HAR JAGAH EMAIL ID KI MANG HOTI HAI.










KYA HOTI HAI , EMAIL ID 

 AAP THORA SA JARUR JAANTE HONGE EMAIL ID KE BAARE ME , AAP INKA NAME TO JARUR SUNA HOGA , EMAIL ID AAPKI EK VERTRUAL ID HOTI HAI. JISKI MADAD SE AAP KISI DUSRE KE EMAIL,ID PAR MESSEGE KAR SAKTE HAI. AUR AAP KUCH BHI SEND KAR SAKTE HAI. KISI DUSRE KE EMAIL ID PAR. AAP KUCH BHI SAYER KAR SAKTE HAI, IMAGE SE LEKAR , KUCH BHI SEND KARNE KE LIYE , 
HAM IS PE MESSEGE SEND KARTE HAI, INTERNET KE MADHAYAM SE 
 JO EMAIL ID HOTI HAI US ME HAMARA USERNAME HOTA HAI. AAKHRI ME HAM JIS SITE  SE EMAIL ID BANYE HAI, USKI LINK HOTI HAI . AUR USER NAME AUR  LINK KE BEECH ME @ KA SING HOTA HAI.


JAISE MERI EMAIL ID HAI::- radiantgaurav1@gmail.com



 EMAIL ID AAP KISI BHI SITE PAR BANA SAKTE HAI.YAAHOO,MICROSOFT,GMAIL.
 PAR MAI AAPKO GMAIL ID PAR ME ACCOUMT BANA KAR DIKHAUNGA KI  YE EK GMAIL KI SERVICE HAI. TO ISKE AUR BHI BAHUT FAYEDE HAI.



GMAIL PAR ACCOUNT KAISE BNATE HAI HAI

 GMAIL GOOGLE KI HI TRAH EK SERVICE HAI ISLIYE GMAIL ACCOUNT KO GOOGLE ACCOUNT BHI KAHA JAATA HAI.
 GMAIL PAR  ACCOUNT BANANA KOI MUSKIL KAAAM NAHI HAI. , SIMPLE ME AAP MERE STEP KO FOLLOW KARKE AAP  AAPNA GMAIL ACCOUNT BANA SAKTE HAI , BAHUT HI SIMPLE HAI , ACCOUNT BANNA ,  AAP MERE BATAYE GAYE STEP KO FOLLOW KAR KE AAP GMAIL ACCOUNT BANA SAKTE HAI ., AAGAR AAPKO KOI PROBLEMS AATI HAI ,TO AAP HAME COMMENT KAR KE BATAYE , MAI AAPKI PURI ACHHI TRAH SE HELP KARUNGA ,.
TO AB HAM SURU KARTE HAI GMAIL ACCOUNT BANNAE KI 
0........00000

STEP:::-- SABSE PAHLE  AAP WWW.GMAIL.COM JAYE  YA AAP  AAP GMAIL BANANE KE LIYE YAHA CLICK KARE, DIRECT PAHUCHE


STEP2::-


CREATE ACCOUNT PAR CLICK KARE, NEW ACCOUNT BANANE KE LIYE .

STEP3::_
AB AAPKE SAMNE EK FORM KHULEGI, US FORM  ME AAP AAPNI DETAIL BHARE AUR SUBMIT KARE.




  1. AB AAP APNA NAME  OR SURENAME BHARE.
  2.  AB USERNAME BHARE,,USER NAME ME AAP APNA NAME AUR NUMBER KO BHI BHAR SAKTE HAI , AISA USERNAME BHARNA HOGA JO PAHLE SE KISI KA NAHI HAI HAI,EXAMPLE::: AAPKI NAME GHANSHYAM HAI, TO AAP  AAP USER ME GHANSHYAM BHARE HO TO ,AB AAPKO ERROR BAT RAHA HAI,YO AAP  USME KUCH NUMBER LAGA DIJIA.GHANSHYAM123 LAGA DIJIA. GHANSHYAM123
  3. AB AAPKO APNE ACCOUNT KE LIYE PASSWORD LIKHNA HAI OR USKO DUBARA NEECHE BHI BHARNA HAI, PASWARD AISA hona chahiyew jo kiaapkoasaani se yaad rahe.
  4. aapko aapna date of birth dalna hai.
  5. ab aapko gender select karna hoga 
  6. aapna mobaile number dale
  7. aapko aagra ko purani email id hai to aap usko dalo ya khali hi rahne do
  8.  ab jo sabd likhkar aapke samne aa raha hai . jo veryfiy sabd ka option aa raha hai  aap usko tic kar  kar karke rahne de, ya aap niche box me daal de 
  9.  location me aap kis country se ho select karle. india  select kare.
  10. ab gmail ki teamn counduction ko maanne ke liye tic karo
  11.  ab aap next button par click karo|

STEP4k
apna mobaile number verify karna hai. aapna number check karke verify ka terika chuse, smas ke  dwara code aayega, ya fir aap ek call aayega usme code ko batayenge,ek option select karle aur uske baad continue ki button par click karo.




STEM5::- aab aapko chune huye tarika se ek code aayega ,aapke mobaile par ,usko yaha daale 




1.Apne mobaile par aaya code dale
2.countinue ki buttonpar click kare.


STEP::-Ab aapjko sanmne google+ par profile banane ki option aayrga .aap chahe to bana sakte hai ,
 agar nahi banan hai to  aap no thanx ki button par click kar de ,


STEP7::-ab aapka account ban gaya hai .aur pahli baar aapko open huaa hai isliye aapko welcome kar rahe hai hai. get started ki button par click kare.



STEP8:::-
ye lijia ab aapki acdcount ban kar taiyaar hai. ab aapko gmail team se tn messege aayega 




ab aapki account ban chuka hai ,aur khul kar aapke samne hai , ab aapko jab bhi  open karna hai ,to aaap usename ,aur pasward daal kar aap , login kar sakte hai, ab aap apna account ko  open kar sakte hai.

\

gmail me sig in sig out kaise kare

sing in karne ke liye aap www.gmail.com par jaao  or apna  email or pasward daal;kar sing in kare ,aur aapki account khul jaayega.




  1. apna email id dale.\
  2. apna oasward dale 
  3. sing in ki button par click kare.

ab aapka gmail account  open ho jayega.



jaruri::-






dosto ab aapki gmail ban chuki hai , ......................


ab aapko  koi bhi problems hai to aap mujhe bataiye ,  mai aapki problems  ko solve kar dunga . aab aap maine , aap comment kar ke puch sakte ho...................................................................................................................................................................................................................................................................................................................................................................................................................................................................................................................................................................................................................................................................................................................................................................................................................................................................................................................................................................................................................................................................................................................................................................................................................................................................................................................................................................................................................................................................................................................






No comments:

Post a Comment

Vivo V27 Pro review: All-round smartphone with focus on imaging capability

  Vivo V27 Pro review: All-round smartphone with focus on imaging capability Known for its mid-range smartphones, Vivo has leveled up from i...