FACEBOOK CHALA GOOGLE KI RAH PAR,SEARCH BAAR ME KIYA BADLAW??? aap bhi jane kya badlaw kiya facebook,,,
ALL WORD me social neworking me agarni facebook ,lagta hai. aur ab ye facebook google ko takkar dene ke mund me hai .
facebook ne haal hi me aapne search baar ko google jaisa banane ka prayash kiya , abhi tak is search baar me log dosto ko hi search kar sakte the ,
lekin aab aap facebook search me kuch bhi type kar aap search kar sakte hai, aap koi toppic bhi search kar sakte hai.
aapko ise samjhne ke liye ek example diye hai aap is se pura samajh sakte hai , maan lijia ki aap facebook search baar me water ,type kiya , to aapko aapne facebook wall par WATER ON MARS' dikhega ,, aur jab aap is par click karenge to aapko marsh planet par uplabdh , aapko wa,,,, water se se related sabhi postr aaur aarticle dikhne lagega ya aapko post padhne ko mill jayengi,aaur sath hi aap nasa ki video bhi aaap dekh sakenge.
darasal compani ne ek byan jaari kar kaha ki "aab facebook aapne search baar me badlaw karne jaa raha hai,isske liye facebook search baar ko public post search karne me sacham bana raha hai, chahe post kitni bhi purani q na ho ?''
philhaal ye facebook ka ye naya wala feature sirf facebook ke staff ke liye hai ,paar ammerikas me kuch log aapne iphone aur android me bhi use karte hai . chahe to aap bhi isse try kar sakte hai , ho sakta hai ki kahi aapke proffile me bhi ye ficher de diya gaya ho |
ummid se aisa lagta hai ki facebook ne ye feature ko jald hi sabhi feature ke liye uplabdh kara dega aau ye feature jald hi suru ho jayyega sabhi ke liye ,,,
sabse baari baat yah hai ki facebook ne isse sabse pahlke 2013 me graph search ki suruaat ki thi ,,,
aaj facebook user lagbhag sase jyada hai ,aaj facebook duniya ke no 1 hai social site me
aakhi koi bhi insaan jo facebook use karta hai ,ek din me lagbhag 1 baar to facebook account open kar hi leta hai , ,,,,,,,,
aaJKAL KYA HO GAYA HAI KI FACEBOOK BINA MAN NAHI LAGTA HAI , KI AAGAR FRIEND SE BAAT KARNE ME BAHUT MAJA AATA HAAI,
AAGAR BAAT GIRL FRIEND KI HO TO BAAT HI KUCH AAUR HO JAATA HAI
No comments:
Post a Comment