Email ID ko Track hone se kaise bachaye
Technology ke daur me kuch bhi namumkin nahi hai. Wahi aap ki life ka hissa ban chuki apki email id jo apko har important cheeze mail ke threw pata chalti rahati hai, jaise ki aap ki job ka call letter ya appointment letter, aapki kisi bhi social website ka password or internet banking se related kuch bhi jankari, koi bhi company ho vo apko email ke threw hi batati hai.
Or wahi technology ka iss kadar lagatar badna bhi hum jaise aam logo ke liye hanikark hai, aap logo ko pata bhi nahi hoga ki ab Email tracking ke bhi tools aa gaye hai jiske threw aap ki har email ko track kar apki email ke bare me pata kiya ja sakta hai.
Lekin chintta ki koi baat nahi hai hum yaha aapko bata rahein hai ki aise logo se kaise savdhan rahna chahiye.
Email ID/Account ko secure rakhne ke tips :
- Apki Email track ho rahi hai ya nahi iska pata lagane ke liye apko sabse pehle UGLY EMAIL tool ka use kerna hoga isske threw aap pata laga saktein hai ki aap ki kaun si email pe nazae(track) rakhi ja rahi hai. Yaha aap ka email aate hi apna kaam shuru ker detti hai.
- Email track ho rahi hai ya nahi ho rahi hai iske liye sabse peheleUGLY EMAIL ko install kerie, Or apko pehele confirm kerna hoga ki aap web browser me CROME ka use ker rahe hai. Na ki UC, Opera etc. ka.
- Crome web store me UGLY EMAIL ko browser per lane ke liye “ Add to Crome per click kerna hoga” yaha se ye install ho jayega.
- Iske baad apko jo bhi mail aayega ager usse track kiya ja raha hoga to yaha tool box mail ke aage inbox me ek small eyes ka icon show ker dega.
bina pasward ke bhi khul sakta hai facebook
Iske threw aap pata laga sakein hai ki aap ki kaun si email track ho rahi hai.
Agar aapko humara ye article pasand aaya ho ya aapke kuch swaal hotoh aap hume neeche comment box me comment karke bata skate hai.
Aap hume social media par bhi join kar sakte hai aur humse waha par bhi swaal puch sakte hai.
No comments:
Post a Comment