Friday 20 May 2016

WEBSITE[ BLOG ] KE LIYE BADHIYA DOMAIN NAME KAISE SELECT KARE ?

WEBSITE[ BLOG] ME BADHIYA DOMAIN NAME KAISE SELECT KARE ?

 DOST AAP EK BLOG BANA LIYE HAI , TO BUS AAPKO AB 

SELECT KARNA HAI , DOMAIN NAME, TO DOSTO , AAJ KE TIME AISA 

DOMAIN NAME SELECT KARNA JO  SERCH ME ASAANI SE AA JANA CHAHIYE.

, YE SABSE PAHLI STEP HOTI HAI , AAPNI BLOG KO SAFLTA KI OR LE JAANE KI
 SUCCESS KI TRAF LE JAANE KI 

 JISKI MADDA SE HI HAME BLOG ME ACHHA RANKING MIL PAATA HAI , US DOMAIN
 
NAME KI WAJAH SE HAM  ACHHA RANKIN LETE HAI , KYUNKI JITNA JYDA SERCH ME

 AAYEGA , UTNA HAME TAFFIC MILTI HAI , AUR US TRAFFIC KE MADHYAM SE HI

 HAME ACHHA RANKING MILTI HAI.



Image result for domain image











HIGHT QUALITY KA DIMAIN ASANI SE GOOGLE RANK LETA HAI, AUR SERCH ME BHI ASANI SE FIRST PAGE PE SHOW KARTA HAI.






SHURU ME JYADATAR BLOGGER YAHI GALTI KARTE HAI KI SHURU ME KOI BADHIYA  DOMAIN NAME NAHI LETE HAI , AUR AAGE UNHE BAHUT PARESAANI HOTI HAI. FIR UNKO BAHUT PARESAANI HOTI HAI.

GOOGLE ME AAPNE BLOG KO RANK KARNE ME YA FIR FAIL HO JAATE HAI , AUR FAIL HO KAR BLOGGING BAND KAR DETE HAI . 

 KISI KA BHI JO BLOGGING START KARTE HAI , UNKA SABSE FIRST WORK HOTA HAI , BLOGGING ME AAPNA CARIER BANNANE KAA ,
 
EK AISA DOMAIN NAME REGISTER KARNE KA , YA KIYA JAAYE , JO HAME  ASANI SE 

RANK DILAYE , HA OR SABSE HAT KAR BHI HONA CHAHIYE .








 TO CHALIYE DEKHTE HAI , KI HAME KAISE AAPNE LIYE HIGHT QUEAITY DOMAIN NAME SERCH Karni chahiye.


kaise 

            high

                               quality

                                                                   ki domain name search kare

 ya select kare

dost kabhi chota domain hi select karna chahiye ki  kyunki chota domain badhiya hote hai .

domain name aagar chhota hota hai ,to badhiya hota hai .achha rahta hai, logo ko bhi yaad karne me 

assani hoti hai . aur logo ko jldi yaad bhi ho jaat hai . aur o direct bhi type karke hamari site ko khol sakta hai. aur hamari site pe aa sakta hai..

mere aapse suggestion  hai ki  aap apna domain name 13  word se jyada use na kare . jaise ki mera SITE 

 JAISE 13 WORDS KA HI HAI , IS TRAH SE AAP BHI 13 WORD SE JYADA KA DOMAIN USE NA KARE .

YAAD RAKHNE ME KISI KO ASSAN HO


EK AISA DOMAIN NAME JO KISI KO BHI YAAD RAKHNE ME ASSANI HO , agar jo aapke 

site pe aana chahta hai, use koi paresaani na ho , aur vha use jld yaad ho jaaye  use koi paresaani na ho 

 aap domain me aisa hi words use kare jo ki vha aapke site se sambandhit ho .,

iska ye benifit  hoga ki koi aapke site pe aayega , to vha fir se bhi aapke site pe aa sakta hai . 

kytu ki us site ka mane use yaad rahega , aur vha kisi ko bhi bata sakta hai ki , ye bhi koi site hai .




 jaise aap aapne dost se kah sakte ho  ki RADIANTGAURAV BHI EK SITE HAI .

 AAP APNE SITE KE LIYE  aap kosis kare ki .com extenstrion lene ki kyuki ham kisi  bhi site ko kholna chahte hai , to  .com hi hoga , aisa sochte hai . is liye .com hi le kyunki 

ye bahut popular hai . com  wase to , log . net , .in bhi lekar chalate hai . 
 ha aagar aap ne desh bhar ke liye , lena chahte hai to , aap .in lekar chla sakte hai.





kahne ka matlab hai  ki aesa sabd use kare  jo aapke blog ko descriptive kare , ya aisa sbd jore jis se 

aapke blog ke baare me pata chal jaaye ki aapka blog kis chij ke baare me hai . ha kisi ke blog ke copy na kare , aap aapnea khud ka brand banye jis se ki , aapke  baare sab ko pata chal sake . \\

aap aise sabd bhi le sakte hai , jis ka koi matlab nahi nikalta hai , jaise labnol .org ye , jo india ki  popular blogger site hai . aisa  koi jaruri nahi ki domain name ka matlab ho , aisa koi jarurinahi , bus chota hona chahiye , 
 jo ki aapke liye bahut faide mand hai. bus chhota hona chahiye.

number aur hyphense use na karev 


 bus aap number aur hyphense use bhul kar bhi na kare , aap use kar sakte ho , aap ajaad hai , ha lekin aap na use kare  to achha rahega.
 ise yaad rakhna to dur , type karne bhi muskil aati hai . 



 sabse hat kar domain name rakhe 

 sabse hat kar domain  rakhne se bahut fayede honge , bahut log to aise galti karte hai ki , jo pahle se kuch hai , useme kuch add karke , aapna domain name rakh lete hai  domain to register kar lete hai , klekin haa aise me unhe nirasha hanth lagti hai , aisa karne se o  logo ki najar me ek copy cut hi hota hai , log asaani se samjh bhi jaate hai , ki ye ek copy cut hai . 

 aise domain name rakhe jo ki , aap khud se pahchana jaaye . kisi ka domain na us ekare . copy mat  kare 

aagar aap kisi kaa domain se related domain lete hai , to aap uska hi bus promotin karne me lage huaye hai . is liye katai na copy domain  use kare


-domai name jAHA tak ho 3 hi words ka select kare , jaha tak ho aap aapna domain name chota hi rakhe , aagar aapko chota domain name na mile to aap bara le sakte hai . 
 aap site aur dumain name ek jaisa hi select kae , behatra rahega .



domain name generate ka istemaal kare .

  ham insaan hai , aur har insaan ki sochne ki bhi limit hoti hai . sab ki soch ek jaisa bhi nahi hota hai . 

No comments:

Post a Comment

Vivo V27 Pro review: All-round smartphone with focus on imaging capability

  Vivo V27 Pro review: All-round smartphone with focus on imaging capability Known for its mid-range smartphones, Vivo has leveled up from i...