Saturday 21 May 2016

SSC KYA HAI? SSC KYA HOTA HAI? IN HINDI.

 SSC KYA HAI? SSC KYA HOTA HAI? IN HINDI.



dosto, har student ka ek

ek desire hota hai, ya use sapna hi  kahe, ki mai bra ho kar kuch aisa karu

 jisme izzat  shohrat aur paisha ho . isliye ,kuch student shuru se hi iske prepration me lag jaate hai.







Image result for ssc




vo sab student jo ye karna chahte hai , wo sab aapni school ki education puri karne ke baad , kuch

aisha   kuch karna chahte hai , ki unhe  sarkari naukari  ya sahi naukari mil sake , ya milne me assani ho .

jaise coaching,text paper ,practice , set banakar ,. daily uptudate rahte hai ya to news paper padh kar ya , news dekh kar  uptudate rahte hai.

 aaj kAL AISE BAHUT SE BORD HAI, JO COMPTITION EXAMS KARTE HAI .

 mere dimag me pahla name , ssc ka aata hai.

dosto, jab bhi koi goverment job ke baare me sochta hai to , sabse pahle uske dimag me ek hi baat aata hai , ssc

kyunki ssc ek  aisa jariya hai , jo aapko sab kuch de sakta hai , , jo aapki family ka sapna hai , aap chahe to ssc  se sab kuch paa sakte hai . ye ek bahut hi , achha job hai.


aaj tak bahut aisa student hai, jisko ye bhi nahi pata hai, ki  ssc kya hota hai, aur iska kaam kya hai ., ye kaam kya karta hai.,

Image result for ssc

*SSC KYA HAI?


 BAHUT STUDENT AISA SOCHTE HAI KI SSC EK DEPARTMENT HAI , JO HAME NAUKARI DETA HAI , AUR HAME WAHI NAUKARI KARNI PADTI HAI.

to ham sabse pahle aapko ye batate hai ki ssc hai kya ?

ssc o full name ?staff selection commission .ssc ek bord hai . jo central ke liye exame ka aayojan karta hai., ye central ke liye aalag alag , post ke liye exam ka aayojan karta hai ., central ki naukari, jaise delhi police CRPF,SSB.CISF,BSF,AUR IB,CBI CID , CAG, INCOME TAX DEPARTMENT , EXCISE DEPARTMENT, ETC  Aise vbahut sare department hai , jo koi baur c grade ked liye   B AUR  C    grade  ke liye exam krata hai .

ye to sab ko pata hai, ki central ki naukari ke sath sath , paise aur izzat bhi kaphi hai.
ab aapko pata to chal hi gay hoga ki , ssc kya hai, ssc  ka kya kaam hai.

mujhse mere bahut aaise visiter hai ki  puchew hai , ssc job provide kaise karata hai.

 to mai aapko is post me aage bataunga ki , ssc kaise job provide karata hai.

*SSC  MTS [ MULTI TASKING STAFF]

MTS SSC KI SABSE CHOTI POST YA UNIT HOTI HAI 

iske sath sath isme qualifiacation bhi kam hi chahiye . mts me bhi baaki recuitment ki trah  hi distt, wise vacancy nikali jaati hai .

isme aapko 10 th pass hona chahiye .



*SSC LDC[LOWER DIVISIONAL CLERK]


RECRUITING ORGANIZATION: NCERT


POSTING LOCATION:


  CANDIDATES JOIN HONE KE BAAD AAP PURE INDIYA ME KAHI BHI JAA SAKTE HAI . JOB KE LIYE .

SSC RECUIREMENT KE HISSAB  SE HI VACANCY  OPEN KARTA HAI., JO KI CANDIDATES KE DWARA APPLY HOTI HAI.[ JISKE LIYE AAP BHI APPLY KAR SAKTE HAI.



*SALARY?

 JOINING KE BAAD GRED PAY  salary ke ruup me 5200-20200?- joki grade pay rs 1900?- ke satha har mahina department ki traf se diye jaate hai.


EDUCATIONAL QUALIFICATION 10+2[ INTERMEDIATE]


SSCldc ke liye  apply karne ke liye  aap kam se kam 12 th pass hone chahiye , aur ha 12 th pass hone ke sath sath , aapka ek achha academik background hone chahiye. jisko ki aapne kisi bhi affialed school/ board se kiya  hua ho. ya phir uske equally qualification ho.


AGE ?


KAM SE KAM CANDIDATES KI AGE 18 YEARS TO RAHNI HI CHAHIYE .

JYADA SE JYADA 27 YERS RAHNI CHAHIYE.



department ke rules ke anusaar aapko , age me chhut melengi.



saaare  applicable candinates ko pehle written exam clear karna hai., ha aagar aap writen exam pass kar jaate ho , to aapko ab skill test dena hoga,  usko clear karne ke baad me  aapko related department ke anusaar , jaha par aapko bheja gaya hai, ya aapki jha posting hui hai, vha par aap se aapko ek call letter aayega.






SSC CGL[ COMBINED GRADUATE LEVEL]


AGE LIMIT ,
\
ssc cgl  jyadatar post ke liye  age limit hi hoti hai. 18 se 27 tak hi hoti hai. ha lekin kuch  post me ye limit 32 tak hi ho jaati hai.

 ham niche  ham age wise kuch  icon dale hai , aap use dekhe , pura samjh aa jayega .

pay band-||:: rs 9300- rs 34800





pay band|:: rs 5200  - rs 20200


Education qualification::

ssc cgl  ka form apply karne se pehle  aapko ye kuch educational  conditions ko bhi dhyaan me

 rakhna  hoga. jo neeche di gayi hui hai.


1) assistant audit officer:;;

 is rank ke liye aapki sabse pahle aapki graduation complete honi chahiye.  jo ki account field se related ho.
 jaise ki 

m.com,chartered accountant,cost and  management account , company secretry, masters in bussiness studies, mba ] 



2)  statical investigator gr ||

 applicant ke liye  kam se kam 60 % se graduation hona chahiye., jisme sabjects me statics hona chahiye.




\ 3) compliler:::


  compiler post ke liye  apply karne wale condinates ke liye  graduation me  ecomomics , aur math, statics,
subject hona jaruri hai.


sabhi dusri post ke liye , aapko , bus indian college se graduation hona jaruri hai,







dosto, mujhe biswas hai ki aapko ye article pasand aayi hogi,, aagar aapko koi sawal hai, ya sujhav hai to aap hame neeche comment bos me jarur likhe., jis se ki ham aane wale article ko aur behtar bana sake.


aap hamara facebook page jarur like kare .




No comments:

Post a Comment

Vivo V27 Pro review: All-round smartphone with focus on imaging capability

  Vivo V27 Pro review: All-round smartphone with focus on imaging capability Known for its mid-range smartphones, Vivo has leveled up from i...