Showing posts with label trips and tricks. Show all posts
Showing posts with label trips and tricks. Show all posts

Thursday, 3 November 2016

KAISE KARE JOIN AIRFORCE INDIAN AIRFORCE how to join indian airforce in hindi

Air Force Kaise Join Kare – Full Detials In Hindi

Kya aapko Air Force pasand hai? Kya aap air force join karna chahte hai? Well, you can apply for the Flying, Technical and Ground duties in the Indian Air Force. Indian Air Force ki taraf youngsters ka lagaw aur jhuakw badhta jaa raha hai. Humare paas regular Air Force se related queries aa rhi hai. Airforce me jaane ke kai rashte hai. Aaj hum aapko Air Force se related full details share karenge. Kya qualification chahiye, kya height chahiye, konsi branch me jana chahiye etc. Aaj hum baat karenge Indian Air Force Ko Join Kaise Kare- Full details. To jayda der na karte huye badhte hai aapne topic ki taraf..
Air Force Kaise Join Kare How To Join Air Force In Hindi qualification salary

INDIAN AIR FORCE QUALIFICATION

Indian Air Force ko join karne ke liye minimum qualifications ki list aur stream niche di gayi hai..
  • After 12th

Jin boys ne 12th pass kar li hai, vo Indian Air Force me jane ke liye National Defence Academy (NDA) and Naval Academy (NA) Examination entrance exam de sakte hai. NDA exam twice in a year UPSC conduct karti hai.
Eligibility :
Age: 16 ½ to 19 years
Gender: Men only
Educational Qualifications: 10+2 with Physics and Mathematics. Appearing final year students can also eligible to apply.
Advertisement Schedule: June and December. (Advertisement is released by UPSC)
  • After Graduation

Graduate candidates Air Force join karne ke liye, Air Force Common Admission Test (AFCAT)exam de sakte hai.
Eligibility :
BRANCHAGESEXQUALIFICATIONCUT-OFFCOMMISSION
Flying19-23 YrsMale/FemaleGraduates (Three Year Course) in any discipline and have Physics and Mathematics at 10+2 level OR BE / B Tech (Four Year Course)minimum 60% in all papersShort Service Commission (SSC)
Technical18-28 YrsMale/FemaleFour year degree qualification from a recognized University OR Cleared Section A and B examination of Associate Membership of Institution of Engineers (India) OR Cleared Section A and B  examination of Aeronautical Society of India OR Graduate membership examination of the
Institute of Electronics and Telecommunication Engineers by actual studies. In addition to this there are certain subjects which should match with the subjects given by the IAF, which you must have studied.
Minimum 60% in all papersPermanent Commission (PC) for men and SSC for men and women
Ground Duties20-23 YrsMale/FemaleGraduate in any discipline.Minimum 60% in all papers put togetherPermanent Commission (PC) for men and women
  • After Engineering

Candidates those are doing engineering or has degree of engineering can also join Indian Air force.
Elgibility :
BRANCHAGESEXQUALIFICATIONADVERTISMENT SCHEDULE
Aeronautical Engineering Branch20 to 26 yearsmale/femaleEngineering
Technical Branch 20 to 24 yearsmale onlyThe candidate must be currently studying in Pre-final year of BE / BTech degree course with choice of subject as mentioned above. There must be No backlog / arrears of papers of previous semesters at the time of SSB Testing. On completion of degree, minimum 60% of marks in aggregate in all papers put together are mandatory.December every year (through AFCAT)
Aeronautical Engineering  20 to 24 years male /female Depending upon your stream of Engineering and subjects studied, you could join one of the sub branches of the Technical branch. Check the educational qualification required for the sub branches.  June and December

Indian Air Force Job Opportunities

Indian Air Foce ko 3 branches me join kiya jaa sakta hai..
  1. Flying branch : Flying Branch me aapko Fighter pilots, Transport pilots, Helicopter pilots ka kaam karna hoga sabhi situation me.
  2. Technical Branch : Technical branch me reh kar Mechanical and Electronics se related job hoti hai.
  3. Ground Duty Branch : Ground Duty me Administration, Accounts, Logistics, Education, Meteorology se related job hoti hai.

Indian Air Force Salary & Allowances

Indian Air Force me job apne aap me ek prestigious job maani jaati hai. Iss job me respect ke sath aapko acchi salary aur allowances bhi milte hai. Last year of training se hi aap approx. Rs. 21,000 per month earn karna start kar dete hai.
  • Pay in Pay Band (same for flying, technical, ground duty): Rs. 15,600
  • Grade Pay: Rs. 5,400
  • Military Service Pay: Rs. 6,000
  • Dearness Allowance @ 107 percent: Rs. 28,890
  • Kit Maintenance Allowance: Rs. 500
  • Transport Allowance: Rs. 3,200 + DA ( in major cities) or Rs. 1,600 + DA ( in other cities)
  • Flying Allowance: Rs. 11,250 per month for Flying Branch officers
  • Technical Allowance: Rs. 2,500 per month for Technical Branch officers
In short, monthly salary accrding to bracnhes are :
  • Flying branch: Rs. 74,264
  • Technical branch: Rs. 65,514
  • Ground duty branch: Rs. 63,014
So friends, ye thi jankari Indian Air Force ke bare men. We hope ab aapke dobut clear ho gaye honge, agar aapko abhi bhi koi doubt hai to aap hume niche comment box me likh sakte hai, hum aapko jaldi reply karenge. Humara page social sites par jarur share kare. Humare sath uhi jude rahiye aur bhi naye topics ke liye
topperguru.com

Thursday, 13 October 2016

Short Term Courses Jaldi Job Pane Ke Liye ( 6 Months -2 yrs)

Short Term Courses Jaldi Job Pane Ke Liye ( 6 Months -2 yrs)

 

Short term Courses ki List- Job Jaldi Pane Ke Liye

Aaj ke time me sab acchi job pana chahte hai, lekin jyada padhna koi nhi chahta. Sab ye sochte hai unhe acchi job, acchi position aur acchi income mile, lekin uske liye unhe jayda mehnat aur jyada study na karni pade. Pichle kuch time se lagatar kuch aise questions humare paas aa rahe hai ki kya karu jisse job jaldi mil jaye, konsa course karne par job achi milti hai, kam padhne par bhi achi salary kaise milegi blah blah.. Aap bhi kuch aisa hi soch rahe honge. Hai na? Isiliye hum aaj share karne ja rahe hai kuch short term courses, jisse karne ke baad job bhi achi milegi aur aap satisfied bhi honge. To chaliye badhte hai apne aaj ke topic ki taraf Short Term Courses Jaldi Job Pane Ke Liye ( 6 Months -2 yrs). 
Short Term Courses Jaldi Job Pane Ke Liye ( 6 Months -2 yrs) Courses-that-Get-You-a-Job

Short Term Courses Ki List

Aajkal jaydatar students ko degree ki jagah diploma chahiye. Kyuki ye time kam consume karta hai aur job bhi acchi provide karta hai.. To aaj hum aapke sath kuch aise ki diploma aur courses share karne jaa rahe hai..

Certification in Finance and Accounts

Certification in Finance and Accounts, B.com vale students ke liye hai. Ye course 4 weeks ka hai aur iski fees Rs 10,150 hai. Ye certificate NIIT Uniqua in association with Genpact offer karta haiafter B.com. Iss course me students ko knowledge of business processes, basic voice training provide ki jaati hai. Iss program ke through students ko accounts aur business se related termonologies aur kaise business me kaam hota hai sab sikhaya jaata hai.

Yuvodaya

Yuvodaya course 3 months ka hai jo Met Life Insurance and Delhi University offer karti hai. Iski fees Rs. 5,000 hai. Ye course graduates aur insurance agents kar sakte hai. Iss course meInsurance Training and Career Opportunity provide karte hai. Iss course me 9 weeks ki coaching aur 1 month on-job training provide ki jaati hai. The programme will offer education and training in insurance sales practices, products, legal and regulatory aspects.

Radio Jockeying & TV News Reading

After 12thDelhi University offer karti hai ki aap Radio Jockeying & TV News Reading me apna career banaye. Jo candidates media industry me apna naam karna chahte hai ye unke lye best hai. Iss course ki fees Rs.15000 hai, 3 months ki.

Diploma in Teaching English

English Teaching me apna career banane ke liye Symbiosis Centre aapko 12th ke baad 1 chance deta hai. Jiss candidate ke 12th me minimum 45% marks hai vo isske liye eligible hai. Iss course ke liye candidate ki age minimum 16 years honi chahiye aur iski fess Rs.7000 hai. Iss course ka main aim hai english ko easily sikhana aur students ko sikhana.

PG Diploma in Preventive & Promotive Healthcare

Psot graduation in Preventive & Promotive Healthcare ek diploma hai jo 1 year hai aur Dr. B.R.Ambedkar Open University se hota hai. Iski fees Rs.17000 hai. Iss course ko karne ke baad aaj ke lifestyle ke hissab se kaafi diseases like obesity, depression, cardiac ailments, cancer se door raha jaa sakta hai. the course covers Health & disease management, Disease Management, Cardiac Care, Cancer Risk Factors Management, Health, Psychology and Stress Management, Nutrition and Dietetics, Exercise Health and Lifestyle Assessment. The applicant must be a graduate in Medicine/ Psychology/ Bio-Sciences/ Alternative Medicine/ Nutrition or Physiotherapy.

Diploma in Paithani Handicraft & Modern Garments

Paithani handicrafts aur garments ko modify karne ke liye aur art and crafts ko succeccful banane ke liye Paithani Handicrafts & Modern Garments me Diploma kiya jaata hai. Ye aap 10th ke baad bhi kar sakate hai. DPHMG, Yashwantrao Chavan Maharashtra Open University se kiya jaata hai. Iski fees Rs.20300 hai. State govt. handicrafts ko aur successful banane ke liye small scale industries bhi lagewati hai. Matlab DPHMG karne ke baad aap govt se bhi help le sakte hai, small scale industry lagane ke liye.

Diploma in Education Technology (DET)

DET 1 year ka diploma hai jo ki MP Bhoj University offer karti hai. Jiss student ne 12th ki hai vo iss course ke liye eligible hai. Iski fees Rs. 6,900 hai. DET un students ke liye hai jo techer banana chahte hai aur multimedia content aur communication technologies ko teching practice me lana chahte hai.The programme includes MS-Office training, usage of Multimedia and Graphics Tools and a project work which gets spread over a period of one year minimum and can be completed in 3 years maximum.

Retail Management Programme

RMP,  Indian Institute of Job Training located in Kolkata offer karta hai. Iski fees Rs 35,000 hai. Ye 1 year ka course hai. Jiss candidate ne 12th 60% se paas ki hai vo iss course ke liye eligible hai. RMP ke liye sabse important skill hai soft spoken and communication skills. Inn skills ke bina ye course waste of time and money hai.

Diploma in Food & Beverage Services Management

Maharshi Dayanand University, Rohtak Diploma in Food & Beverage Services Management course offer karti hai, jo 1 year ka hai. Isme admission lene ke liye candidate ko 12th me minimum 45% marks acheive karne hote hai. Iski fees Rs.21900 hai. Iss course me students ko food aur services se related theoratical aur practical dono knowledge di jaati hai.
Ye the kuch short term courses aur diploma jisse job jaldi mil jaati hai aur jayda padhna bhi nhi padhta. inki sabse achi baat ye hai ki inn courses ki jankari jayda nhi hai kissi ke paas, isliye isme competition bhi nhi hai. We hope aapko humara aaj ka topic pasand aaya hoga. leave your comment. Stay tuned for more updates regarding education ๐Ÿ™‚ Do like and share our page on facebook, twitter, gmail etc.
topperguru.com

Friday, 12 August 2016

How to Learn Spoken English in hindi............ เค•ैเคธे เคธीเค–े เค…ंเค—्เคฐेเคœी เคฌोเคฒเคจा | How to prepare english language |

How to Learn  Spoken English in hindi............  เค•ैเคธे เคธीเค–े เค…ंเค—्เคฐेเคœी เคฌोเคฒเคจा |   How to prepare english language |

เค•ैเคธे เคธीเค–े เค‡ंเค—्เคฒिเคถ เคฌोเคฒเคจा English bolna kaise sikhe เค‡เคธเคฎें เค•ुเค› เคฎเคนเคค्เคตเคชूเคฐ्เคฃ เคฌिंเคฆु เค†เคชเค•ो เคฎเคฆเคฆ เค•เคฐेंเค—े

เค†เคœ เค•े เคตเค•्เคค เคฎें เค‡ंเค—्เคฒिเคถ เคฌोเคฒเคจा เคฌेเคนเคฆ เคœเคฐुเคฐी เคนैं เคœिเคธे เค‡ंเค—्เคฒिเคถ เคฌोเคฒเคจे เคเคตเคฎ เคธเคฎเคเคจे เคฎैं เคคเค•เคฒीเคซ เคนोเคคी เคนैं เคตो เคต्เคฏเค•्เคคि เค…เคชเคจे เค†เคชเค•ो เคนीเคจเคคा เค•ी เคฆृเคท्เคŸि เคธे เคฆेเค–เคคा เคนैं เค”เคฐ เค†เคค्เคฎ เคตिเคถ्เคตाเคธ เค•ी เค•เคฎी เคฎเคนเคธूเคธ เค•เคฐเคคा เคนैं |

เค‡ंเค—्เคฒिเคถ เค•ोเคˆ เคœाเคฆू เค•ी เค›เฅœी เคธे เคจเคนीं เคธीเค–ी เคœा เคธเค•เคคी | เค‡เคธเค•े เคฒिเค เคนเคฎें เค…เคชเคจी เคฆिเคจเคšเคฐ्เคฏा เคฎें เค•ुเค› เคตिเคถेเคท เคฌเคฆเคฒाเคต เค•เคฐเคจे เค•ी เค†เคตเคถ्เคฏเค•्เคคा เคนोเคคी เคนैं | เคนเคฎ เค•เคˆ เคคเคฐเคน เค•े เคตिเคœ्เคžाเคชเคจ เคชเฅเคคे เคนैं เค‡ंเค—्เคฒिเคถ เคธीเค–े เคฎाเคค्เคฐ 30 เคฆिเคจों เคฎें, เค†เคฏे เคนिंเคฆी เคฌोเคฒเคคे เคนुเค เค”เคฐ เคœाเคฏे เค‡ंเค—्เคฒिเคถ เคฌोเคฒเคคे | เคฏเคน เคธเคฌ เคŸैเค— เคฒाเค‡เคจ เคชเฅเคจे เคธुเคจเคจे เคฎें เคฌเคนुเคค เค…เคš्เค›ी เคฒเค—เคคी เคนैं เค”เคฐ เคฆिเคฒ เค•ो เคถांเคคि เคญी เคฆेเคคी เคนैं เค•ि เคนเคฎ เคญी เค†เคธाเคจी เคธे เค‡ंเค—्เคฒिเคถ เคฌोเคฒ เคชाเคंเค—े | เคฒेเค•िเคจ เคธोเคšเคจे เค•ी เคฌाเคค เคนैं เค‡ंเค—्เคฒिเคถ เคเค• เคญाเคทा เคนैं เคœिเคธे เคจा เคคो เคšुเคŸเค•िเคฏों เคฎे เคธिเค–ा เคœा เคธเค•เคคा เคนैं เค”เคฐ เคจा เคนी เคฏเคน เค‡เคคเคจी เค•เค िเคจ เคนैं เค•ि เค‡เคธे เค•เคญी เคธीเค–ा เคนी เคจ เคœा เคธเค•े |
Image result for smart english
เค•ैเคธे เคธीเค–े เค‡ंเค—्เคฒिเคถ เคฌोเคฒเคจा English Speaking Tips In Hindi


 1.  เคธเคฌเคธे เคชเคนเคฒे เคกเคฐเคจा เคฌंเคฆ เค•เคฐे : เค‡ंเค—्เคฒिเคถ เคเค• เคญाเคทा เคนैं เค…เค—เคฐ เคจเคนीं เค†เคคी เคคो เค‡เคธเค•ा เคฏเคน เคฎเคคเคฒเคฌ เคจเคนीं เค•ी เค†เคช เค‰เคธ เคฌाเคค เคธे เคिเคเค• เคฎเคนเคธूเคธ เค•เคฐें | เค…เค—เคฐ เค†เคช เคธเคš เคธ्เคตीเค•ाเคฐ เค•เคฐเค•े เค‰เคธे เคธीเค–เคจे เค•ा เคช्เคฐเคฏाเคธ เคจเคนीं เค•เคฐेंเค—े เคคो เค•เคญी เคจเคนीं เคธीเค– เคชाเคฏेंเค—े | เค…เคชเคจे เค…ंเคฆเคฐ เค•े เคกเคฐ เค•ो เคจिเค•ाเคฒ เค•เคฐ เค‡ंเค—्เคฒिเคถ เคธीเค–เคจे เค•ा เคฎเคจ เคฌเคจाเคฏे |



2.เค‡ंเค—्เคฒिเคถ เคธे เคธเคฎ्เคชเคฐ्เค• เคฌเฅाเคฏे : เคฎเคคเคฒเคฌ เคนिंเคฆी เค•े เคจ्เคฏूเฅ› เคชेเคชเคฐ เค•े เคธाเคฅ เค‡ंเค—्เคฒिเคถ เคจ्เคฏूเฅ› เคชेเคชเคฐ เคชเฅे เคถुเคฐुเคตाเคค เคฎे เคชเฅी เคนुเคˆ เค–เคฌเคฐ เคนी เคชเฅे เคœिเคธเคธे เค†เคชเค•ा เคฎเคจ เคฒเค—ेเค—ा | เคจ्เคฏूเฅ› เคชेเคชเคฐ เคฎें เค…เคชเคจी เคฐूเคšि เค•ी เค–เคฌเคฐ เคชเฅे | เคงीเคฐे- เคงीเคฐे เคชเฅเคจे เค•ा เคธเคฎเคฏ เคฌเฅाเคฏे | เค‡ंเค—्เคฒिเคถ เคฎैเค—เฅ›ीเคจ เคเคตเคฎ เคจॉเคตेเคฒ เคชเฅे | เค…เค—เคฐ เค†เคชเค•ो เคชเฅเคจे เคฎें เคฐूเคšि เคจเคนीं เคนैं เคคเคฌ เค‡ंเค—्เคฒिเคถ เค•ॉเคฎिเค•्เคธ เคฏा เค…เคจ्เคฏ เค‡ंเค—्เคฒिเคถ เคธ्เคŸोเคฐी เคฌुเค•्เคธ เคธे เคถुเคฐुเคตाเคค เค•เคฐें เคเคตं เค•ोเคถिเคถ เค•เคฐे เค•ि เค†เคช เคœोเคฐ- เคœोเคฐ เคธे เคชเฅे เค‡เคธเคธे เค†เคชเค•ी เคฐूเคšि เคเคตं เค†เคค्เคฎเคตिเคถ्เคตाเคธ เคฆोเคจों เคฌเฅेเค—ा | 

3เคถเคฌ्เคฆเค•ोเคถ เค•ी เคตृเคฆ्เคงि : เค†เคธ- เคชाเคธ เค•ी เคเคตเคฎ เคฐोเคœเคฎเคฐ्เคฐा เค•ी เคšीเคœों เค•ो เค‡ंเค—्เคฒिเคถ เคฎे เค•्เคฏा เคฌोเคฒเคคे เคนैं เคฏเคน เค•िเคธी เคธे เคชूเค›เค•เคฐ เค…เคฅเคตा เค‡เคจ्เคŸเคฐเคจेเคŸ เคชเคฐ เคฆेเค– เค•เคฐ เคฏाเคฆ เค•เคฐ เคฒे เค”เคฐ เค‰เคจ्เคนें เค‰เคจ्เคนी เคจाเคฎो เคธे เคธเคฎ्เคฌोเคงिเคค เค•เคฐें เคœैเคธे เคšเคฎ्เคฎเคš เค•ो เคธ्เคชूเคจ, เค•ुเคฐ्เคธी เค•ो เคšेเคฏเคฐ เค‡เคธ เคคเคฐเคน เคธे เค…เคชเคจे เคฆाเคฏเคฐे เคฌเฅाเคคे เคœाเคฏें เคœिเคธเคธे เค†เคชเค•े เคถเคฌ्เคฆ เค•ोเคท เคฎें เคตृเคง्เคฆि เคนोเค—ी เคธाเคฅ เคนी เค†เคชเค•ा เค†เคค्เคฎเคตिเคถ्เคตाเคธ เคฌเฅेเค—ा |


4เคŸीเคตी เค•ा เค‡เคธ्เคคेเคฎाเคฒ เค‡ंเค—्เคฒिเคถ เคธीเค–เคจे เคฎे เค•เคฐे : เคฏเคนी เค‰เคš्เคšाเคฐเคฃ เค•ो เคธीเค–เคจे เคเคตเคฎ เค‡ंเค—्เคฒिเคถ เค•ो เคธเคฎเคเคจे เค•े เคฒिเค เค‡ंเค—्เคฒिเคถ เคจ्เคฏूเฅ›,เคฎूเคตी, เคถो เคฏा เคธोंเค—्เคธ เคฆेเค–े เคเคตं เคธुเคจे | เคถुเคฐुเคตाเคค เคฎे เค•ाเคฐ्เคŸूเคจ เคฆेเค–เคจे เคธे เค†เคชเค•ी เคฐूเคšि เคฌเฅेเค—ी เค•्เคฏूंเค•ि เค•ाเคฐ्เคŸूเคจ เค•ी เค‡ंเค—्เคฒिเคถ เคธเคฐเคฒ เค”เคฐ เคธเคฎเคเคจे เคฎे เค†เคธाเคจ เคนोเคคी เคนैं เค‡เคธเค•े เค†เคฒाเคตा เคœिเคธ เคฎूเคตी เคฎे เค‡ंเค—्เคฒिเคถ เคฒाเค‡เคจ เคšเคฒเคคी เคนैं เค‰เคธे เคฆेเค–े เค‡เคธเคธे เคญी เค†เคธाเคจी เคนोเคคी เคนैं เค‡ंเค—्เคฒिเคถ เคธเคฎเคเคจे เคฎे |


5.เคฎिเคฐเคฐ / เค†เคˆเคจे เค•ा เค‡เคธ्เคคेเคฎाเคฒ เค•เคฐें :
เค…เคชเคจे เค†เคชเค•ो เค•ो เค†เคˆเคจे เคฎे เคฆेเค–เค•เคฐ เค‡ंเค—्เคฒिเคถ เคฎे เคฌाเคค เค•เคฐे เค…เค—เคฐ เคคเค•เคฒीเคซ เคนोเคคी เคนैं เคคो เค†เคงे เค…เคงूเคฐे เคธेंเคŸेंเคธ เคฌोเคฒे เคชเคฐ เคฐोเคœ เค‡เคธी เคคเคฐเคน เคช्เคฐेเค•्เคŸिเคธ เค•เคฐें | เคงीเคฐे-เคงीเคฐे เค…เคชเคจी เค†เคฆเคค เคฌเฅाเคฏे เค”เคฐ เค…เคชเคจे เคฆोเคธ्เคคों เคเคตं เคฐिเคถ्เคคेเคฆाเคฐों เคธे เค‡ंเค—्เคฒिเคถ เคฎें เคฌाเคค เค•เคฐें |


6.เคธเคนी เคเคตं เค—เคฒเคค เค•ा เคตिเคšाเคฐ เคจा เค•เคฐे : เค‡ंเค—्เคฒिเคถ เคฌोเคฒเคคे เคตเค•्เคค เค—्เคฐाเคฎเคฐ เคเคตं เคฐूเคฒ्เคธ เคฎें เคจा เคซंเคธे เคฏเคน เค†เคชเค•ो เคธोเคšเคจे เคชเคฐ เคฎเคœเคฌूเคฐ เค•เคฐเคคे เคนैं เคœिเคธเคธे เค•ंเคธंเคŸ्เคฐेเคถเคจ เฅ™เคฐाเคฌ เคนोเคคा เคนैं เค—्เคฐाเคฎเคฐ เคธเคฎเคฏ เค•े เคธाเคฅ-เคธाเคฅ เคเคตं เค‡ंเค—्เคฒिเคถ เคธे เคธเคฎ्เคชเคฐ्เค• เคฌเฅเคจे เค•े เคธाเคฅ-เคธाเคฅ เค…เคชเคจे เค†เคช เคนी เค ीเค• เคนो เคœाเคเค—ी |เค‡ंเค—्เคฒिเคถ เคฌोเคฒเคจे เค•े เคฒिเค เค—्เคฐाเคฎเคฐ เค•ा เคตिเคถेเคท เคœ्เคžाเคจ เคนोเคจा เคœเคฐुเคฐी เคจเคนीं เคนैं |


7.เคธोเคถเคฒ เคตेเคฌเคธाเค‡เคŸ เค•ा เค•เคฐे เคธเคนी เค‰เคชเคฏोเค— : เค†เคช เคธเคญी เค•े เคธोเคถเคฒ เคตेเคฌเคธाเค‡เคŸ เคเคตเคฎ เคฎैเคธेंเคœเคฐ เคชเคฐ เค…เค•ाเค‰ंเคŸ เคนै เคœเคนाँ เค†เคช เค˜ंเคŸो เคฆोเคธ्เคคों เคธे เคšैเคŸिंเค— เค•เคฐเคคे เคนैं เคฏเคน เคเค• เค…เคš्เค›ी เคœเค—เคน เคนै เคœเคนाँ เค†เคช เค…เคชเคจे เคฆोเคธ्เคคों เคธे เค‡ंเค—्เคฒिเคถ เคฎें เคšैเคŸ เค•เคฐ เคธเค•เคคे เคนैं เค•्เคฏूंเค•ि เคฏเคนाँ เค†เคช เคฆोเคธ्เคคों เคธे เค‘เคฏ เค•ांเคŸेเค•्เคŸ เคจเคนीं เค•เคฐเคคे เคœिเคธ เค•ाเคฐเคฃ เค†เคชเค•ो เคนेเฅ›ीเคŸेเคถเคจ เคฎเคนเคธूเคธ เคจเคนीं เคนोเคคा เค”เคฐ เค†เคช เค†เคธाเคจी เคธे เคช्เคฐेเค•्เคŸिเคธ เค•เคฐ เคธเค•เคคे เคนैं | เคธाเคฅ เคนी เค•เคˆ เคฌเฅœे เคฒोเค—ो เค•े เคฌ्เคฒॉเค— เคเคตเคฎ เค†เคฐ्เคŸिเค•เคฒ เคชเฅे, เคœिเคธเคธे เค†เคชเค•ा เคถเคฌ्เคฆเค•ोเคถ เคเคตเคฎ เค†เคค्เคฎเคตिเคถ्เคตाเคธ เคฌเฅेเค—ा |



8.เคนเคฐ เคตเค•्เคค เคฐिเคœเคฒ्เคŸ เค•ी เค‰เคฎ्เคฎीเคฆ เคธे เค‡ंเค—्เคฒिเคถ เคจा เคธीเค–े : เคนเคฎें เคชเคคा เคนैं เค†เคช เคœเคฒ्เคฆ เคธे เคœเคฒ्เคฆ เค‡ंเค—्เคฒिเคถ เคฌोเคฒเคจा เคšाเคนเคคे เคนैं เคฒेเค•िเคจ เค‡เคธเคฎें เคตเค•्เคค เคฒเค—เคคा เคนैं เคœिเคธเค•ा เค†เคชเค•ो เค‡ंเคคเฅ›ाเคฐ เค•เคฐเคจा เคนोเค—ा เคœैเคธे เคเค• เคฆिเคจ เคฎे เคธाเค‡เค•िเคฒ เคšเคฒाเคจा เคจเคนीं เค†เคคा เค‰เคธเค•ी เคช्เคฐेเค•्เคŸिเคธ เค•เคฐเคจी เคนोเคคी เคนैं เคตैเคธे เคนी เค‡ंเค—्เคฒिเคถ เคจเคนीं เค†เคœाเคฏेเค—ी เค‰เคธे เคญी เคฆिเคฒ เคธे เคŸाเค‡เคฎ เคฆेเคจा เคนोเค—ा | เคฒेเค•िเคจ เค‡เคธ เคฌाเคค เค•ी เค—ाเคฐंเคŸी เคนैं เค•ि เค‰เคชเคฐ เคฒिเค–े เคธเคญी เคชॉเค‡ंเคŸ्เคธ เค•ो เค…เค—เคฐ เค†เคช เค ीเค• เคธे เค…เคชเคจे เคœीเคตเคจ เคฎे เคถाเคฎिเคฒ เค•เคฐेंเค—े เคคो เคเค• เคฆिเคจ เค…เคš्เค›ी เค‡ंเค—्เคฒिเคถ เคฌोเคฒ เคธเค•เคคे เคนैं |



Speaking English Tips เค•ैเคธे เคธीเค–े เค‡ंเค—्เคฒिเคถ เคฌोเคฒเคจा English bolna kaise sikhe In Hindi  เคฏเคน เคฌ्เคฒॉเค— เค†เคชเค•ो เค•ैเคธा เคฒเค—ा เคธाเคฅ เคนी เค…เคจ्เคฏ เคŸिเคช्เคธ เคนเคฎเคธे เคถेเคฏเคฐ เค•เคฐे | เค”เคฐ เค‡เคธ เค†เคฐ्เคŸिเค•เคฒ เค•े เคฎाเคง्เคฏเคฎ เคธे เค†เคช เค‡ंเค—्เคฒिเคถ เคธीเค–เคจे เค•े เคคเคฐीเค•े เคนिंเคฆी เคฎे (learn english through hindi ) เคœाเคจे|





also read       article `````````````````````````````````````````````````````````````````````````````````````````~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~####### SECRET of success


Image result for smart english






Sunday, 31 July 2016

Google Search Engine tricks Jo Aapko Nahi Pata . I mean

Google  kya hai  , iske baare me to aap bilkul jante hi hai..sabse popular search engine jisme ham duniya bhar ki cheeje serch karte hai.
ha lekin aaj ham google serch engine ka kuch  tricks janenge  jo aapko abhi tak pata nahi hoga.





chaliye ham jaante hai google ki kuch rochak serch Tricks  ke bare me jo aapko nahi pata hoga. abhi tak shayed aapko pata na ho.


Google search Engine search Tricks  jo  Aapko nahi  pata hoga,, i mean 



some type 

 1:-       Atari breakout                                              


Google me serch kare atari breakout  fir image select kare, Image ko select karne ke baad jo serch page hai usme ek game aa jayega .

   Atari Breakout                                        


ALAso read      Ssc kya hai ? ssc kya hota hai?




  2  ;-  Timer Or stopwatch  

Agar aapko Time ya stopwatch ki jarurat hai to aap google me direct serach kar sakte hai. ya serch kare ..timer ya fir stopwatch



#act-timer-section > div


also read :-  what is love . pyarr kya hai..


  3:-  Flip  A coin     



sikke se hamlog tos kkarte hai , par bahut baar aisha ho jaata hai . ki ham hamlog me se kisi ke pass tos karne ke liye sikke nahi rahta hai. ,, ham us time google  search ki madad se tos kar sakte hai.
uske liye hame  google me search karna padata hai Flip A coin  fir ham tosh kar sakte hai . aur ham tosh ya head select kar aapna  faishla kar sakte hai , ya le skate hai.





   4:-   Weather  

 mosam ki jaankari ke liye ham Google me search kar sakte hai weather.
Agar  kisi particular jagah ke mosam ki jaankaari chaiiye to ham us jagaha ke neme ke sath  weathewr search kar sakte hai  aur ye pata kar sakte hai  ki yaha ka weather kya hai.


Also read :-  Life is Easy

  5:-   Calculator or Calc    

Agar aapko koi  calcilation karna hai , to aap Google ka calculator use kar sakte hai .  Google me search  kare Calculator   ya fir calc    uske baad search me calculater aa jayega , jisme ham aaapna calculation kar sakenge/... aur kar sakte hai .







Agar aapko direct hi kisi chij ko jodna ya ghatana hai , to aap direcct bhi google me search karke uska answer dekh sakte hai ..... jese 2=2 search karenge to uska result aa jayega  answer 4 aa jayega.

                                                       
   6  :-       Roll A Dice     

 Aapne to saap sidhi wala khel to khela  hi hoga ,  usme jo pasa (Dice)  hoti hai jisme 6 side me alag alag  number  aata hai  hame  wo chalna hota hai ... Wo dice  ham google search engine me bhi hote hai... ham usko fekte hai hai, fir jo  number aata hai ....Wo dice ham google search engine me bhi  use kar sakta hi. Google me search kare Roll a dice  ab hame click karke  roll karna hai to har war usme new number aayega...



   7  :-   Play  PAC - man game   


 Google search me  Game  khelne ke liye search kare Pacman .... fir search me game aa jayega jisko ham khel sakte hai.



  8  :-   Google     Gravity   

Gravity kay hai ye to aap jante hi hai .koi bhi cheej jo neeche girty ho , wo bhi effect ham google  search engine me ham dekh sakte hai .Google se search kare  Google  Gravity    fir jo sabse pahle result hai us par click kare , to aap Google gravity ke page par pahuch jayenge.




                                                        Google gravity      

     9:-    Do A Barrel    ROll      

 Do A  Barrel Roll    search kare google me to jo   search page hai wo  360 degree rotate hoga.............





                                                                      Do A barrel Roll    


   10 :-    Zerg   Rush     

 Ye bhi ek Game hi hai , isme jo Google ke oo hai  wo aate hai  or pure search page ko distroy karte hai hai.  Google  me search kare   zerg rush fir ye aa jayega .



                                                                              Zerg rush                   



  11  :-  Currency Rate :-                 

   Aagar aap Doller $  ya kisi bhi  Currency ka rate pata  karna chahte hai to aap  Google me search kare    currency rate   fir aapni currency  select kare aur kis me convert karna chahte hai, wo select kare 



Aap Direct Google me bhiu search karke pata kar sakte hai , jese 1$   ki kimat  search karna hai  rupees   me to serach kare 1 4 to rs 




    12  :-Unit Converter     

  Agar aapke pass koi value hai , kisi unit  me or aap usko   convert  karna chahte hai...



 In value ko convert kar sakte hai aap , kisi bhi unit me 



>Temperature 
> Length
>Mass
>Speed
>Volume
> area
>Fuel consumption
>Time 
>Digital Storage   

Google me search kare unit COnverter ab Aapki jo value hai , wo dal kar convert kar sakte hai..


Also read   :- Best student kaise bane aur smart student kaise bane .

                                                               Unit Converter           




  13 :- Hotels in (  destination)       

  Agar aap kahi jaa rahe hai   aur aapko waha ki  hotes ke baare me jaanna hai  to aap google me search  kare  Hotels in ( jaha ki hotels chahiye us jagah ka  name .



                                                          Hotels in MUzaffarpur


Also read    Internet ki some Amazing knowledge aur Intresting Facts in hindi me

  14  :-   FIND MY PHONE    

  Agar aapko Android mobaile hai or aapne usme apni Gmail id  se login ki hai , ya kar rakha hai  to aap usko Google search me find kar sakte hai   FIND MY PHONE 


                                                 Find my phone





  15  :-   Spelling Mistake  Check  Kare Google me                   

  Agar aapka koi sabd likh rahe hai or aapko uski spelling mistake hai , nahi aa rahi hai  to aap usko google me search kare . agar wo spelling galat  hogi to google automatic   usko sahi kar dega...


Jese agar aap Nver gna gve yo up  search  kara google  me to Google automatic  Never GOnna give you up  sabd ka result dikhayga.






   16 :-    Translator    

  Agar aapko kisi sabd ka dushri bhasha me matlab dekhna hai to  ya aapko matlab jaannna hai to  aap google me  search kare     Translator   fir aapna sabd kar translate kar lijiye aur uska maatlab jaan jaiye ...




                                                         Translator    



  17  :-    My Location     


 Agar aapko aapni lucation jaane ki iksha hai  ya pata karna hai to aap  Google me search  me hamari location show jayengi.........


                                                             My lucation       

18   :-     Cricket Score     


   Live Criket Match ka score dekhne ke liye  search kare    Cricket score..




  19   :-   Time   #   PLace   # 


Duniya me kisi bhi jagah ka Time  jaanna hai to search  kare TIme place . Place me us jagah ka  name dalna hai jaha ka aap time dekhna chate hai........

 jaise agar aapko Dubai ka Time dekhna hai to search kare TIme  dubai


                                                              Duba


   20  :-   ATM    search   


  Agar aap kahi gaye hue hai or aapko aapne Atm card se paisha  nikalna hai to  ATM machine ko bhi aap Google me search kare  ,  Google me saearch kare ATM 



www.hindimehelp.com 




 Dosto, mai aapko bahut kuch send kiya ab aapki baari hai.
is post me mene Google ke  behtrin sort trick bataya ab aap , jinki maddad se aap kuch jaan sakenge, 

 TRick to bahut hai ,  ho sskta hai,  mujhse koi trick chhut gaya ho , to aap mera help kare aur mujhe bataye mai use bhi is post me jor dunga , , aur haa aapko ye jaankari kaisi lagi , mujhe comment kar ke bataye. please 











Tuesday, 26 July 2016

REliance MY jio se 3 mahine tak free internet ,Call ,sms kare 4G

Buy Moto G Turbo Edition (16GB) from Snapdeal ,mast phone



AAPNE ye to suna hoga  ki koi sim mil raha hai, jisme 4G hai , Internet,Free call  or sms free  mill rahi hai,aur ye sim bhi free me mil raha hai. abhi mai aapko  ussi ke baare me bata raha hu. jis sim me sab cheeje unlimited milll rahi hai uska name hai.jio sim  jo relaiance company ki hai...


 
Riliance jio  jo lunch ho gayi hui hai. company ne aapne user badhane ke liye ek offer diya  hai jisme 4G LTE par free chalta hai . aau aap bilkul free chala  sakte hai, o bhi puri 3 mahino tak aur uske sath sath free sms call bhi 3 mahine tak bilkul free ... koi charge nahi .










company ne bahut achcha tarika nikala aapne grahak badhane ke liye .isliye unhone free me ye service diya aur , taki unki company ka simm log kharide aur use kare .



ye bhi jarur pade :- Class ki ladki se friendship kaise kare ?





4G jio  sim  ye hai uski  jaankari/


abhi jo offer hai  free internet ka ,free call or free sms ka wo sabhi mobaile ke liye nahi hai . company ne sammsang or iphone ke kuch models par hi ye offer diya  ,aaur is company ke khud ka phone pe hai..



My jio 4g sim offer in mobaile par hai?

in sabh i phone par hai ye offer

>GLAXY A5 2015  nad A5 2016
>GlaxyA7 2015 and A52016
>GLAxy A8 
>GLaxy note 4
>Glaxy note 5 and glaxy note 5 duos
>Glaxy Note edge
>Glaxy s6
>Glaxy s6 Edge
.Glaxy s6 edge plus 
>Glaxy s7 
>Galaxy S7edge
>iphone 6
>iphone6s
>iphone6 plus
>iphone 6s plus
.iphone se


dosto, agar aapke pass in mobaile me se koi bhi mobaile hai, to aap iska fayeda utha sakte hai.,, iska faayeda aap utha sakte hai.

Jio 4G sim lene ke liye aapko ye karna hoga , ki aapko sabse pahle (myjio app) ko aapne mobaile me install karna hai ....


instaalll ho jaane ke baad bhi aapko kuch akrana hai , karna ye hai ki ,[ my jio aap ] install karne ke baad , aapko is aap ke ander 10 aap aur dikhenge , aapko wo sab aap install karna hai . pure aaap install karne ke baad aap   my jio aap ko open kare , usme aapko get jio sim ka option milega . aaap us pe click kareke step ko follow kare ,fir last me aapko ek code milega . aab aap us code ko save karke rakh le . ek screen short bhi lele.



Ab aapko karna ye hai ki  jo bhi aapke pass ki kiyo store hai , aap photo aur id proff jarur le jaaye , aab aapko sim lene ke liye aapko photo aur id card aur wahi code ki jarurtat padegi jo aapko waha dena hoga , jiyo store par . fir aapko sim mill jayengi. sim ko activate karne ke liye 1977 par call karna hoga . aur call kare.

jio 4G sim ko lene ke liye  jo code hai o upar diye mobaile  me paa skate hai., par jo jio sim hai use hazm kisi company ke mobaile med chala sakte hai.aur ti mahine tak free internet aur free call aur free sms ka labha utha sakte hai.



Step

 Kisi bhi 4G mobaile se jio ka sim kaise le sakte hai, uski trick.


ye ek trick hai jo tech pp ne shayere ki hai , or wo work bhi kar raha hai , laghbhag har 4G mobaile par  jaise wo supported mobaile par kaam karti hai. bilkul usi trah 
Un supported mobaile  hai usme sim lene ke liye jo  code generate karna hai  uski trick jaanna hai to aap step ko follow kare..



Step 1   .:;- sabse pahle to aapne my jio aap  pahele se aapne mobaile me instaall kiya hai to usko uninstaall  kar dijiye.
step :- 2   Ab aap aapne mobaile me my jio aap install kare.







   

Step 3:-- My  jio aap install karne ke baad aapko usme 10  aap dikhai denge , aap unhe install kare 

Step  4:-  aap mobaile ka data aur wifi band karde 

Step 5 :;-n  mobaile aapka 4G hona chahiye , network setting me jaa kar network ko perfer LTE select kar de .

Step6:-  aapne mobaile ko restart kare .


Step 7:-  Ab aap my jio aap open kare .


Step 8:-Ab aapko my jio aap open karne ke baad aapko ek option dikhai dega " Get jio sim"  uspar click kare .

Step  9:- ab jo page open hoga usme error aayengi , kyunki aap net open nahi hai. chinta na kare 

STep 10:- Ab aap aapna mobaile ka data on kare.


Step 11:- Ab aap wapas "my jio" aap ko open kare , fir se uske baad Get jio sim par click kare., jaise hi aap click karenge, boom aap jio preview offer me aa jayenge.

Step 12:-   aab aapko aapna area select karna hai , jaha se aapko  sim ka use karna hai , sim lagbhag har jagah mil raha hai.

Step13:- Ab 4G jio sim paane me 5 aur step bache  hai..

Step14.:- jaise hi next ki button par click karenge ,uske baad aapke samne ek code aayega ... aap uska screen short le le, aur ye code aapke mobaile me auto matic save ho jayega.

STEp 15:- Code ko save karne ke baad  next button par click kare . ab aapke id proof me or address proof me kya kaya le jaa sakte hai , uski list aayengi.. next par click kar dijiye.

Step16:-Ab aap aapne sabse pass ki jio shop dekhe or waha aapko document or ko code aapko mila hai uska printout aapko waha le jaana  hai.



jio  store par aapko ye char cheej le kar jaani hai.

1 .address proof ke liye id nka photocopy .
ad proof ke liye document ka photocoppy .
3.aapni ek paspost size photo.
jo code mila hai uska ek print out/.



Improtant notice:--   aagar aap se  puchha jaye ki aapne  ye code kis mobaile se generate kiya to aap batayenge , ki  jo mobaile ka nem hamne upar bataye hai usi me se kisi ek name.. bhul se bhi na bataye ki aapne jo saported mobaile hai uske kisi dusre mobaile  se code genrate kiya hai.

 Step 17:-   jab aapka document submit ho jaaye to aapke mobaile par ek sms aayega /.fir aapko 1977 par call karna hai. par call karke aapne jo document diya hai o verify karna hai.

verify karne kke baad sim active ho jayengi. , aab aap asapni joi 4g sim ko kisi bhi mobaile me use kar sakte hai, aur usse 3 mahine tak  free  internet aur call aur sms kar sakte hai..

 ye jo trick hai , Redmi note 3 m3  mi max and one plus 3 me chek ki or aur inme sahi work kar rahi hai., aap bhi try kare aur ho sakta hai , work na kare  par tri to kar hi sakte hai. aagar aapke pass 4g supported mobaile hai to aapko try jatrur karni chahiye., aur iska labh uthana chahiye.


agar aapko ye jaankari achhi lagi to aap  to aap aapne dosto ko bvhi post jarur kare , aur ;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;.....................................................aur fayeda uthaye freee 4g ka  unlimited fayede..



\

ye bhi padhe.........


  





Vivo V27 Pro review: All-round smartphone with focus on imaging capability

  Vivo V27 Pro review: All-round smartphone with focus on imaging capability Known for its mid-range smartphones, Vivo has leveled up from i...