Sunday 31 July 2016

Google Search Engine tricks Jo Aapko Nahi Pata . I mean

Google  kya hai  , iske baare me to aap bilkul jante hi hai..sabse popular search engine jisme ham duniya bhar ki cheeje serch karte hai.
ha lekin aaj ham google serch engine ka kuch  tricks janenge  jo aapko abhi tak pata nahi hoga.





chaliye ham jaante hai google ki kuch rochak serch Tricks  ke bare me jo aapko nahi pata hoga. abhi tak shayed aapko pata na ho.


Google search Engine search Tricks  jo  Aapko nahi  pata hoga,, i mean 



some type 

 1:-       Atari breakout                                              


Google me serch kare atari breakout  fir image select kare, Image ko select karne ke baad jo serch page hai usme ek game aa jayega .

   Atari Breakout                                        


ALAso read      Ssc kya hai ? ssc kya hota hai?




  2  ;-  Timer Or stopwatch  

Agar aapko Time ya stopwatch ki jarurat hai to aap google me direct serach kar sakte hai. ya serch kare ..timer ya fir stopwatch



#act-timer-section > div


also read :-  what is love . pyarr kya hai..


  3:-  Flip  A coin     



sikke se hamlog tos kkarte hai , par bahut baar aisha ho jaata hai . ki ham hamlog me se kisi ke pass tos karne ke liye sikke nahi rahta hai. ,, ham us time google  search ki madad se tos kar sakte hai.
uske liye hame  google me search karna padata hai Flip A coin  fir ham tosh kar sakte hai . aur ham tosh ya head select kar aapna  faishla kar sakte hai , ya le skate hai.





   4:-   Weather  

 mosam ki jaankari ke liye ham Google me search kar sakte hai weather.
Agar  kisi particular jagah ke mosam ki jaankaari chaiiye to ham us jagaha ke neme ke sath  weathewr search kar sakte hai  aur ye pata kar sakte hai  ki yaha ka weather kya hai.


Also read :-  Life is Easy

  5:-   Calculator or Calc    

Agar aapko koi  calcilation karna hai , to aap Google ka calculator use kar sakte hai .  Google me search  kare Calculator   ya fir calc    uske baad search me calculater aa jayega , jisme ham aaapna calculation kar sakenge/... aur kar sakte hai .







Agar aapko direct hi kisi chij ko jodna ya ghatana hai , to aap direcct bhi google me search karke uska answer dekh sakte hai ..... jese 2=2 search karenge to uska result aa jayega  answer 4 aa jayega.

                                                       
   6  :-       Roll A Dice     

 Aapne to saap sidhi wala khel to khela  hi hoga ,  usme jo pasa (Dice)  hoti hai jisme 6 side me alag alag  number  aata hai  hame  wo chalna hota hai ... Wo dice  ham google search engine me bhi hote hai... ham usko fekte hai hai, fir jo  number aata hai ....Wo dice ham google search engine me bhi  use kar sakta hi. Google me search kare Roll a dice  ab hame click karke  roll karna hai to har war usme new number aayega...



   7  :-   Play  PAC - man game   


 Google search me  Game  khelne ke liye search kare Pacman .... fir search me game aa jayega jisko ham khel sakte hai.



  8  :-   Google     Gravity   

Gravity kay hai ye to aap jante hi hai .koi bhi cheej jo neeche girty ho , wo bhi effect ham google  search engine me ham dekh sakte hai .Google se search kare  Google  Gravity    fir jo sabse pahle result hai us par click kare , to aap Google gravity ke page par pahuch jayenge.




                                                        Google gravity      

     9:-    Do A Barrel    ROll      

 Do A  Barrel Roll    search kare google me to jo   search page hai wo  360 degree rotate hoga.............





                                                                      Do A barrel Roll    


   10 :-    Zerg   Rush     

 Ye bhi ek Game hi hai , isme jo Google ke oo hai  wo aate hai  or pure search page ko distroy karte hai hai.  Google  me search kare   zerg rush fir ye aa jayega .



                                                                              Zerg rush                   



  11  :-  Currency Rate :-                 

   Aagar aap Doller $  ya kisi bhi  Currency ka rate pata  karna chahte hai to aap  Google me search kare    currency rate   fir aapni currency  select kare aur kis me convert karna chahte hai, wo select kare 



Aap Direct Google me bhiu search karke pata kar sakte hai , jese 1$   ki kimat  search karna hai  rupees   me to serach kare 1 4 to rs 




    12  :-Unit Converter     

  Agar aapke pass koi value hai , kisi unit  me or aap usko   convert  karna chahte hai...



 In value ko convert kar sakte hai aap , kisi bhi unit me 



>Temperature 
> Length
>Mass
>Speed
>Volume
> area
>Fuel consumption
>Time 
>Digital Storage   

Google me search kare unit COnverter ab Aapki jo value hai , wo dal kar convert kar sakte hai..


Also read   :- Best student kaise bane aur smart student kaise bane .

                                                               Unit Converter           




  13 :- Hotels in (  destination)       

  Agar aap kahi jaa rahe hai   aur aapko waha ki  hotes ke baare me jaanna hai  to aap google me search  kare  Hotels in ( jaha ki hotels chahiye us jagah ka  name .



                                                          Hotels in MUzaffarpur


Also read    Internet ki some Amazing knowledge aur Intresting Facts in hindi me

  14  :-   FIND MY PHONE    

  Agar aapko Android mobaile hai or aapne usme apni Gmail id  se login ki hai , ya kar rakha hai  to aap usko Google search me find kar sakte hai   FIND MY PHONE 


                                                 Find my phone





  15  :-   Spelling Mistake  Check  Kare Google me                   

  Agar aapka koi sabd likh rahe hai or aapko uski spelling mistake hai , nahi aa rahi hai  to aap usko google me search kare . agar wo spelling galat  hogi to google automatic   usko sahi kar dega...


Jese agar aap Nver gna gve yo up  search  kara google  me to Google automatic  Never GOnna give you up  sabd ka result dikhayga.






   16 :-    Translator    

  Agar aapko kisi sabd ka dushri bhasha me matlab dekhna hai to  ya aapko matlab jaannna hai to  aap google me  search kare     Translator   fir aapna sabd kar translate kar lijiye aur uska maatlab jaan jaiye ...




                                                         Translator    



  17  :-    My Location     


 Agar aapko aapni lucation jaane ki iksha hai  ya pata karna hai to aap  Google me search  me hamari location show jayengi.........


                                                             My lucation       

18   :-     Cricket Score     


   Live Criket Match ka score dekhne ke liye  search kare    Cricket score..




  19   :-   Time   #   PLace   # 


Duniya me kisi bhi jagah ka Time  jaanna hai to search  kare TIme place . Place me us jagah ka  name dalna hai jaha ka aap time dekhna chate hai........

 jaise agar aapko Dubai ka Time dekhna hai to search kare TIme  dubai


                                                              Duba


   20  :-   ATM    search   


  Agar aap kahi gaye hue hai or aapko aapne Atm card se paisha  nikalna hai to  ATM machine ko bhi aap Google me search kare  ,  Google me saearch kare ATM 



www.hindimehelp.com 




 Dosto, mai aapko bahut kuch send kiya ab aapki baari hai.
is post me mene Google ke  behtrin sort trick bataya ab aap , jinki maddad se aap kuch jaan sakenge, 

 TRick to bahut hai ,  ho sskta hai,  mujhse koi trick chhut gaya ho , to aap mera help kare aur mujhe bataye mai use bhi is post me jor dunga , , aur haa aapko ye jaankari kaisi lagi , mujhe comment kar ke bataye. please 











1 comment:

  1. Reliance Jio 4G Plans sim cards preview offers mobile apps news Jiofi device 4G hotspot router reviews specifications lyf phones offers.

    ReplyDelete

Vivo V27 Pro review: All-round smartphone with focus on imaging capability

  Vivo V27 Pro review: All-round smartphone with focus on imaging capability Known for its mid-range smartphones, Vivo has leveled up from i...