Friday 24 June 2016

Software Engineer Kaise Bante Hai And Uske Government And Private Job Me Kya Kya Chances Hai.













Technology, everyday life ka ek bigger part ban gaya hai, isiliye technology professionals ki jaroort padhne lagi hai. Software engineers programs ki development ke liye design or guide karti hai jisme computer use hota hai jo iss kaam ko easy bana deta hai. Ye self taught ke liye possible hai, ek duration ke liye ek software engineer banne ke apne sapne ko achieve karne ke liye common way hai.

Guys yahan kuch tips share karne jaa rahe hai jo software engineer se related hai so dhayan se padhte rahe humare tips. Check out below…..

START EARLY


Agar aap still ek grade school me ho or abhi se soch liya hai ki Software engineer banna hai to abhi se apne goal ko achieve karne ke liye idea banaye. Self learning or available courses ko select kare taki vo aapke skills ko improve kar sake. Iske liye aapko kuch khas skill ko build karne ki jaroort padegi.

Advance me mathematics or technology classes leni padegi.
Jaldi hi code kaise karte hai sikh le taki baad me aapko iska benefit mile.
Think about ki kiss type ka software aapko pasand hai. Jaise ki games, business applications or digital music suites.

Simple games ya applications khud se banane ke try kare or just think about ones you would like to build.

PICK A FOCUS



Higher education ko attend karne se pahle ek focus ka hona jaroori hai jo aapke degree ke liye important hai. Certain types of software engineering positions ke liye different skills ki requirement hoti hai or uske liye students ko degree ke liye kuch common majors and focuses ki jaroort padti hi hai. Niche kuch common education focus software engineers ke liye list provide karne jaa rahe hai.
Computer Science Details – kaise computer system work karta hai or sath hi sath languages programming ko kaise constructed kiya jaata hai.


Software engineering ka focus vaha hota hai jahan applications ki jaroort kiss task me kaise hoti hai or usse build karne ke liye kya best karna chahiye.
Mathematics computer software ke through bhi use kiya jaata hai. Mathematics appko allow karta hai ki kaise algorithms ko use kiya jaaye.


ATTEND COLLEGE

Although it is possible to learn on your own, sabse jyada software engineers ke ek college level degree earn karte hai. Higher education ko attend karne se, aap baad me professional positions ke liye jab apply karoge tab uss time aap ko advantage mil sakta hai kyuki tab aapke skills, information or concepts exposed hote hai.
Most software engineers ko ek bachelor’s degree require hoti hai.
Advanced positions ki filed me ek master’s degree ki jaroort padti hai.
Entry level positions ke liye sirf associate degree ki hi requirement hoti hai.
Aap computer science or software engineering me study kane par consider ho sakta hai.

NEVER STOP LEARNING

Technology and software are continually developing. Being so, aapki skills or professional knowledge ko bhi growing karne ki jaroort hai. Software engineering ke field me up to date rehna aapke liye best hai.

LEARN PROGRAMMING LANGUAGES

Software engineering ke liye focus jaroori nahi hai balki program ko learn karna bhi ek valuable asset hai career me. Programming ke knowledge me work karne se aapko better software design karne me help milti hai. It’s a good idea to learn as many languages you can. Shurawat karne ke liye ek cheez me pick kare taki ussi me focus bana rahe. Niche kuch or languages hai jisska aaj ke time me kaphi use hone laga hai.
C++
C#
Java
Java script
Python

FOCUS ON MATH

Math ke sath skilled or proficient hone ke naate ek software engineer hone ka ek important part hai. Software engineers kabhi mathematical functions or algorithms jo software ke function me allow hote hai ko create karne me focus hote hai. So focus kare apne math skills ko develope or maintain karne ke liye.
Discrete mathematics ek software engineer ke liye study ka ek useful area hai.

KEEP BUILDING SOFTWARE

Apne skills ko improve karne ke liye best way hai ki aap isse use kare. Software engineering projects me jyada se jyada experience lena aapko help karta hai isse aapke skills sharp hote hai or aap jyada se jyada sikhne lagte ho. Chahe vo professional projects ho ya personal, ye aapke skills ko improve karti hai.

PRIVATE AND GOVERNMENT JOBS

Software engineering me career information technology ki present status par considering karna highly rewarding hai. Public sector companies me software engineers ke starting salaries Rs 8000 to Rs 12000 hoti hai. However, private sector me higher salary packet pay karta hai. A good software engineer employees ke liye several other perks available hote hai and besides salary Rs 25000 karne ke liye karib Rs 20000 ke salary ke sath start karne ki hope rakh sakte hai. Ek software engineer ki remuneration qualification or experience ke depend par Rs 50000 to Rs 60000 tak pahunch sakta hai.

So friends, aaj humne share kiya Software engineer ke bare me, aapko humara article kaisa laga hume jarur bataye comment karke. Agar aapko koi doubt hai to aap hume likh sakte hai comment me, hum aapko jaldi reply karenge. Uhi jude rahiye TOPPERGURU ke sath aur bhi study aur job related jankari ke liye. Khush rahiye muskurate rahiye accha lagta hai… 

1 comment:

Vivo V27 Pro review: All-round smartphone with focus on imaging capability

  Vivo V27 Pro review: All-round smartphone with focus on imaging capability Known for its mid-range smartphones, Vivo has leveled up from i...