Tuesday 5 July 2016

FACEBOOK PAR KISI BHI LANGUAGE ME POST STATUS& COMMENT KAISE KARE ,

FACEBOOK PAR KISI BHI LANGUAGE ME













Facebook par kisi bhi bhasa me baat kaise kare. Aapne friends se unki  language me baat kaise kare, chating kaise kare , aapne dosto ke bhasa me hi unke post par comment kaised kare.,kisi bhi bhasha me status , commment , & posrt kaise kare.? Facebook par kisi bhi language ki post ko kaise padhe .. agar aapke man bhi kar raha hai ki mai in sabh swalo ka  javab mera pss bhi rahe , aagar aap bhi in sabhi swalo ka javav janna chahte hai , to aap jaan sakte hai., Aapko is post me aapke sabhi swalo ka javav mil jayega .. i maen  mai aap se baat kar raha hu  Facebook ke new feature ka , jo ye hai..Multilingual composer ki jo users ko aysi tool provide karta hai . jisse aap kisi bhi  bhasha me  post ko padh bhi sakte hai  ho , Aapni bhasha  ki post  likh kar  use other language me convert kar sakte ho.....

ye to aap bhi jante honge, ki duniya ke  sabse badi social networking site ne anounce kiya hai ki uske developers ne aysa multilingual composer banaya hai , jissse aap world ke  kisi bhi person se unki bhasha me baat kar sakte hai. Facebook ne haal hi mai ek aisha feature lunvh kiya  hai.....................................................................................................................................................




















 jiise  facebook ke sabhi user aapni posts, status and comments ko difference languages me badal kar duniya  bhar me apne friends se online chat kar sakta hai , isse aap messege me kisi bhi friend se unki  hi sound me baat kar sakte hai ........................................................................................................     Ab koi problems nahi hogi , kisi  other language wale insaan se baat karne me  . ab ham kisi bhi language wale insaan se baat kar sakte hai , kisi foren countary  wale insaan se ham baat kar sakte hai.....................



FACEBOOK PAR AAPNE FRIENDS SE KISI BHI BHASHA ME BAAT  KARE YA CHAT KARE>


iski help se user jo bhi post share karenge ya aapne friend ko messege send karenge to user ko alag alag languages me dikhegi..
i thinking  other users aapki post ko apni bhasha me dekh sakte hai  padh sakte hai.. facebook mne apne ek blog ki post me likha hai ki ''  ab aap log facebook par aapni jaankari ko ya thoughts ko diffrents language me share kar sakege  ya kar sakte hai., i mean ab aap aapne friends se uski bhasha me baat kar sakenge.................................





facebook blog me likha hai , ki hamari community  ke 50% user english ke alawa koi aur bhasha bolte hai..., jayada tar aisha hota hai , ki log ek dusre  ki language ko samjh nahi paate hai. us time bahut problems hoti jab mai aapne hi friends ka language nahi samjh ta hu tab yah problems hoti hai, aur yahi wajah hai ki kisi other language wale friends se ham achhi se baat nahi kar paate hai khul kar baat nahi kar paate hai. aur o bhi mujhse baat nahi kar paata hai, kyunki o bhi mera language achhi se nahi samjh ta hai . aur yahi wajah hai ki usse hamaari dosti din par din normals hoti jaati hai, aur ek din aisha hota hai, ki ham us  se baat karna hi  chor dete hai.. aaur aapne ek achhe khase friends ko bhul jaate hai..
ab aisha koi problems  nhi hopgi aapko facebook par baat karne me..
jyadatar log ek dushre se achha se baat nahi kar paate the, isliye facebook ne is probvlems ka solution bahut time se search kar raha tha , jisse ek dusre se chat karte samay ek dusre ko koi problems na ho., aur diffrents bhasha ka metter unke beech barier na baner.....




FACEBOOK PAR KISI BHI LANGUAGE ME POST < STATUS & COMMENTS KAISE KARE?


facebook ke anushar fihaal ye composer only desktop version me hai  ke liye avalible hai. but other log multiple  languagees post ko kisi bhi device me read kar sakte ho.. abhi aap sirf ise computer , laptom me hi use kar sakte hai, ha lekin aap android mobaile, ios,iphaid,iphone and other sabhi version me padh sakte ho...



Abhi facebook ne is feature ka  shuruaat ki , ye proper workl karega ya nahi , is pe facebook ne kuch nahi kaha ., fir bhi ye page par achhae se work kar raha hai...



multilingual composer aapke kisi bhi bhasha me likha huaa post alow krta hai . baad me aap dusri laguage me change kar sakte hai.. jisme aap aapni post ko publish karna chahte hai.\
example aap aapne post ko hindi me likh kar baad me aap use english me change kar sakte hai . ya translate kar sakte hai

let us , aapka ko friends chines  janata hai , to aapki post status ko ,o uski hi bhasha me padh sakta hai... ye composer  abhi facebook par use hone wali , abhi matra 45 language me hi work karta hai 
facebook ke is translater ka main chief ... FAZEEL AYAN hai..




Facebook me multingual compuser ke feature ko enable kaise kare.?



step1.

baat yah hai ki abhi ye feature sirf desktop version me hi hai.,  to mai yaha aapko desk to version ke baare me hi bata raha hu.
\
1. sabse pahle aap facebook ka desktop version open kare or setting me jaaye.


step2.

1. ab aap right me l;anguage  hai us pe click kare.
2. yaha par aap language setting me aapned hisab se setting kare.



jisse ki aap koun see bhasha jante hai , aur kis bhasha me aapni post ko translate karna chahte hai., language setting me iske alag alag , optin diya gaya hai .. aapko jo bhi language selkect karnbi hai aap yaha par kar sakte hai.


finaly mai aap ko ye suggestion dunga ki facebook ka wonderfulfeature hai jo, real me user ke liye bahut kaam aayega or bahut si problems ko solve kar degha..
agr aapki frioend other country me hai to , aap us se uski bhasa me baat kar sakte hai.....
ye feature facebook ko aur hi famaous bana dega.



i hope,  hai ki aapko ye post achhi lagi .  to aap ise share kar ke aapne friends ko bhi bataye .. aapne dosto ka help kare.....  aap ise social site pe share jarur karev .... i like all persion.. bay dosto,  fir milte hai, agli post ke sath...

1 comment:

Vivo V27 Pro review: All-round smartphone with focus on imaging capability

  Vivo V27 Pro review: All-round smartphone with focus on imaging capability Known for its mid-range smartphones, Vivo has leveled up from i...