Do Facebook account ek hi Mobile app par manage karna bohot ki dikkat waali baat hai, kyoki hame baar baar ek se doorse account me login karna padhta hai. Jisse hamara kaafi time waste hota hai, aur sath hi Data bhi jada jaldi khatan ho jata hai.


Agar aapke pass Facebook ke 2 account hai to is article me hum un dono accounts ko android ko Facebook ki hi apni app se chalana seekhege.
Aapko dono accounts se alag alag notifications aayegi, jisse ki aap dono accounts ke sampark me rahege.
Facebook ne apni ek App android store me nikali hai jiska naam hai “Facebook Lite“. Lite isliye kyoki ye aap bohot hi kum size (252kb) ki hai aur bohot hi kam RAM par bhi kaam karti hai. Ye aap un logo ke liye hai jinpar jaga high powered mobile nahi hai aur internet ki speed slow hai.
Hum is Facebook Lite App ko apne android phone me daalkar, apna doosra account chalayege. Is app ke ye bhi fayada hai ki Lite hone ke kaaran ye app aapne phone ki kam se kam battery aur memory ka use karegi. Aur jab aap ise aur apni original Facebook app dono ko ek sath chalaoge, to aapka mobile slow nahi hoga
Step 1: Android Store me jaakar Android lite app search kare.
Screenshot_2015-09-20-13-24-21
Step 2: App ko Install kare
Screenshot_2015-09-20-13-25-23
Aage Padhe :

Step 3: App me apne kisi ek account ko login kare.
Screenshot_2015-09-20-13-26-40
Agar aap apna data bachana cahte hai to mai ye suggest karuga ki jo account jaada use hota ho use Facebook Lite me login kare, kyoki Original facebook app ke mukable Facebook lite bohot kam data use karta hai.
Screenshot_2015-09-20-13-27-51Ab aap dekh sakte hai ki kis tarha hamari Facebook aap ka ek aur account hamare mobile me add ho chuka hai.
Screenshot_2015-09-20-13-30-47
Agar aapko ye article faydemand laga aur aap ese hi aur articles ki updates cahte hai to hamare FACEBOOK PAR FOLLOW KARE kare.
Thank You :)